Posts

Showing posts from April, 2014
... آہٹ تو ہو بہو دلِ درد آشنا کی تھی  یہ گریۂ فضا تھا کہ سسکی ہوا کی تھی  چہرے پہ اس کے آج ہے سرسوں کھلی ہوئی  وہ جس کی بات بات میں خوشبو حنا کی تھی  سینے میں جو اتر گئی تلوار کی طرح  وہ بات تو مرے کسی درد آشنا کی تھی  ہم رہروانِ منزلِ امید کیا کہیں تحریر یہ لکھی ہوئی دستِ قضا کی تھی وہ چشم و لب وہی تھے جنہیں ڈھونڈتا ہوں میں  گو اس کی بات بات میں تلخی بلا کی تھی ہر سنگِ راہ تھا، مرا مونس، مرا حبیب کس کس جگہ پہ چھاپ ترے نقشِ پا کی تھی

رخصت ہوا تو آنکھ ملا کر نہیں گیا

رخصت ہوا تو آنکھ ملا کر نہیں گیا  وہ کیوں گیا ہے یہ بھی بتا کر نہیں گیا  وہ یوں گیا کہ بادِ صبا یاد آگئی  احساس تک بھی ہم کو دلا کر نہیں گیا  یوں لگ رہا ہے جیسے ابھی لوٹ آئے گا  جاتے ہوئے چراغ بجھا کر نہیں گیا  بس اک لکیر کھینچ گیا درمیان میں  دیوار راستے میں بنا کر نہیں گیا شاید وہ مل ہی جائے مگر جستجو ہے شرط  وہ اپنے نقشِ پا تو مٹا کر نہیں گیا گھر میں ہے آج تک وہی خوشبو بسی ہوئی لگتا ہے یوں کہ جیسے وہ آکر نہیں گیا تب تک تو پھول جیسی ہی تازہ تھی اس کی یاد جب تک وہ پتیوں کو جدا کر نہیں گیا  رہنے دیا نہ اس نے کسی کام کا مجھے اور خاک میں بھی مجھ کو ملا کر نہیں گیا ویسی ہی بے طلب ہے ابھی میری زندگی وہ خار وخس میں آگ لگا کر نہیں گیا  شہزاد یہ گلہ ہی رہا اس کی ذات سے  جاتے ہوئے وہ کوئی گلہ کر نہیں گیا
Image

Bulleh Shah

Loke puchde yaran da pyar kive paida,  Dil hath te dhar ke yaran de naal lag jaida, Zakhma nu chupake yaar nu hasaida,  Galat hove yaar te jind jaan naal manaida,  Ena pyar yaar nal paida ki je  rabb bulave Yaar nu te ap turr jaida

Bulleh Shah

Kadi Mehak Nai Mukdi Phullan Vichon  Phul Sukdy Sukdy Sukk Jandy. Koi Qadar Na Jany Pyar Di Dil Tutdy Tutdy Tut Jandy…  Koi Mool Nia Jug Te Rishtyaan Da  AY Chutdy Chutdy Chut Jandy..  Kadi Pyaar NAi Mukda Dilaan Wichoon Saah Mukdy Mukdy Mukk Jandy
Image
Onhey Akhiya Peeni Sharab Chadd Dey..  Mahi Akhiyaan Teraa Vassa Karla.. Peeni Chadd ke Aynna dass tey sahi.. Jannat Chadke Dozakkh di Chaah kar lan.. Ohnu Peen waala Jannat nahi Chadd’da  Zindaa Aadamm di main Dastaan karna.. Onnhe Kannak toon Jannat Qurbaaan Kitti  Mai Sharaab toon Jannat Qurbaan karnnan

Apna dard wadha laina

Apna dard wadha lyna  Us nu fair bula lyna  Apny ap nu labhan lae Apna ap gawa lyna  Sab to wakhra ho ky ty  Sab nu yaar bna lyna Jangle rasta awy ty Maa di ik dua lyna Us dian galan kr ky v Us da naam luka lyna Chyti kr ky hr kam wich  Har ik kam wadha lyna  Lokan to wakh hoky ty  Apna shaher wasa lyna  Shah G usdi khatire v  Us to dhoka kha lyna
Image

Anwar Masood

Hussan ki taup ka gola mara, tera kakh na rahe. Tujh pe gir jaye qutbi tara, tera kakh na rahe, Banking council waley teri har shay qarqi kar dain, Charh jaye tujh pe qarzaa bhara, tera kakh na rahe,  Sardi andar neher ke banney, sari raat khalotey, Tu na aayi, laya laara, tera kakh na rahe, Dil ki chori ke ilzaam police ka chaapa par jaye,  Pharrya jaye tabbar sara, tera kakh na rahe, Saari ghazal suna kar bhi nahin saarra dil ka mukya, Saadda hai bas ikko hi naara, tera kakh na rahe

Anwar Masood

Hussan ki taup ka gola mara, tera kakh na rahe. Tujh pe gir jaye qutbi tara, tera kakh na rahe, Banking council waley teri har shay qarqi kar dain, Charh jaye tujh pe qarzaa bhara, tera kakh na rahe,  Sardi andar neher ke banney, sari raat khalotey, Tu na aayi, laya laara, tera kakh na rahe, Dil ki chori ke ilzaam police ka chaapa par jaye,  Pharrya jaye tabbar sara, tera kakh na rahe, Saari ghazal suna kar bhi nahin saarra dil ka mukya, Saadda hai bas ikko hi naara, tera kakh na rahe

ہجوم شہر سے ہٹ کر،،، حدود شہر کے بعد

ہجوم شہر سے ہٹ کر،،، حدود شہر کے بعد  وہ مسکرا کے ملے بھی تو کون دیکھتا ہے ؟  جس آنکھ میں کوئی چہرہ نہ کوئی عکس طلب  وہ آنکھ جل کے بجھے بھی تو کون دیکھتا ہے ؟ ہجوم درد میں،،،،،،،،،،، کیا مسکرایئے کہ یہاں خزاں میں پھول کھلے بھی تو کون دیکھتا ہے ؟ ملے بغیر جو مجھ سے،،،،، بچھڑ گیا محسن  وہ راستے میں رکے بھی تو کون دیکھتا ہے ؟
Image

سُنا ہے اس مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔۔۔۔

سُنا ہے اس مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔۔۔۔ مہکتا ۔۔۔ جُھومتاجیون۔۔۔۔ غموں کے نام ہوتا ہے۔۔۔۔ سُنا ہے۔۔۔! چین کھو کر وہ۔۔۔۔ سحر سے شام روتا ہے۔۔۔۔ مُحبّت جو بھی کرتاہے۔۔۔۔ بُہت بدنام ہوتا ہے۔۔۔۔  سُنا ہے۔۔۔۔! اس مُحبت میں۔۔۔۔ کہیں بھی دِل نہیں لگتا۔۔۔۔  بنا اُس کے نگاہوں میں۔۔۔۔ کوئی موسم نہیں جچتا۔۔۔۔ خفا جس سے مُحبّت ہو۔۔۔۔ وہ جیون بھرنہیں ہنستا۔۔۔۔  بُہت انمول ہے یہ دِل۔۔۔۔ اُجڑ کر پھرنہیں بستا۔۔۔۔  سُنا ہے اسمُ مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔

Muskura Rahe ho

تُم اِتنا جَو مُسکُرا رَہے ہَو ، کَیا غَم ہے جِس کَو چُھپا رَہے ہَو ، آنکُھوں میں نَمی ہَنسی لَبُوں پَر ، کَیا حال ہے کَیا دِکھا رَہے ہَو،  بَن جائیں گے زَہَر پِیتے پِیتے،  یہ اَشک جَو پِیتے جا رَہے ہَو ، جِن زَخمُوں کَو وَقت بَھر چَلا ہے ، تُم کِیُوں اُنہَیں چَھیڑے جا رَہے ہو ، رَیکھاؤں کا کَھیل ہے مُقَدَّر ، رَیکھاؤں سے مات کھا رَہے ہَو...!

سُنا ہے اس مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔۔۔۔

سُنا ہے اس مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔۔۔۔ مہکتا ۔۔۔ جُھومتاجیون۔۔۔۔ غموں کے نام ہوتا ہے۔۔۔۔ سُنا ہے۔۔۔! چین کھو کر وہ۔۔۔۔ سحر سے شام روتا ہے۔۔۔۔ مُحبّت جو بھی کرتاہے۔۔۔۔ بُہت بدنام ہوتا ہے۔۔۔۔  سُنا ہے۔۔۔۔! اس مُحبت میں۔۔۔۔ کہیں بھی دِل نہیں لگتا۔۔۔۔  بنا اُس کے نگاہوں میں۔۔۔۔ کوئی موسم نہیں جچتا۔۔۔۔ خفا جس سے مُحبّت ہو۔۔۔۔ وہ جیون بھرنہیں ہنستا۔۔۔۔  بُہت انمول ہے یہ دِل۔۔۔۔ اُجڑ کر پھرنہیں بستا۔۔۔۔  سُنا ہے اسمُ مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔
Image

تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا

تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا  تو پھر یہ عمربھی کیوں، تم سے گرنہیں ملنا یہ کون چُپکے سے تنہائیوں میں کہتا ہے  تِرے بغیر سُکوں عُمْر بھر نہیں ملنا چلو زمانے کی خاطر یہ جبْر بھی سہہ لیں  کہ اب مِلے تو کبھی ٹوٹ کر نہیں ملنا  رہِ وفا کے مُسافر کو کون سمجھائے کہ  اِس سفر میں کوئی ہمسفرنہیں ملنا جُدا تو جب بھی ہوئے دِل کو یوں لگا جیسے ک ہ اب گئے تو کبھی لوٹ کر نہیں ملنا

تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا

تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا  تو پھر یہ عمربھی کیوں، تم سے گرنہیں ملنا یہ کون چُپکے سے تنہائیوں میں کہتا ہے  تِرے بغیر سُکوں عُمْر بھر نہیں ملنا چلو زمانے کی خاطر یہ جبْر بھی سہہ لیں  کہ اب مِلے تو کبھی ٹوٹ کر نہیں ملنا  رہِ وفا کے مُسافر کو کون سمجھائے کہ  اِس سفر میں کوئی ہمسفرنہیں ملنا جُدا تو جب بھی ہوئے دِل کو یوں لگا جیسے ک ہ اب گئے تو کبھی لوٹ کر نہیں ملنا

ﺍﮎ ﺳﺰﺍ ﯾﺎﻓﺘﮧ ﻣﺠﺮﻡ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺯﻧﺪﮦ ﮨﯿﮟ

ﮨﻢ ﺑُﺮﮮ ﻟﻮﮒ ﮨﯿﮟ ﺗﻢ ﮨﯽ ﺍﭼﮭﮯ ﺗﮭﮯ  ﮐﺴﯽ ﺳﮯ ﮐﺒﮭﯽ ﺗﮑﺮﺍﺭ ﻧﮧ ﮐﯽ  ﺗﻢ ﮐﮧ ﺗﮑﺮﺍﺭ ﮐﮯ ﺧﻮﮔﺮ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﮯ  ﺗﻢ ﮨﯽ ﺍﭼﮭﮯ ﺗﮭﮯ ﺟﻮ ﻣﺠﻨﻤﻠﮧ ﺍﺭﺑﺎﺏِ ﻧﻈﺮ ﺭﮨﺘﮯ ﺗﮭﮯ  ﺍﺗﻨﮯ ﺳﺎﺩﮦ ﺗﮭﮯ ﮐﮧ ﺯﺧﻤﻮﮞ ﮐﻮ ﺣﻨﺎ ﮐﮩﺘﮯ ﺗﮭﮯ  ﺷﮩﺮِ ﭘُﺮ ﺣﻮﺻﻠﮧ ﻣﯿﮟ ﺷﯿﻮﮦ ﺍﮨﻞِ ﮨﻨﺮ ﭘﺮ ﮐﺒﮭﯽ ﺗﻨﻘﯿﺪ ﻧﮧ ﮐﯽ ﺍﺗﻨﮯ ﺑﮯ ﺑﺲ ﺗﮭﮯ ﮐﮧ ﺟﺐ ﻭﻗﺖ ﭘﮍﺍ ﺍﭘﻨﯽ ﺑﮭﯽ ﺗﺎﺋﯿﺪ ﻧﮧ ﮐﯽ ﮨﻢ ﺑُﺮﮮ ﻟﻮﮒ ﮨﯿﮟ ﺳﭻ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮨﻢ ﺑُﺮﮮ ﻟﻮﮒ ﮨﯿﮟ,  ﺧﻮﺷﻨﻮﺩﯼ ﺍﺭﺑﺎﺏِ ﺍﺛﺮ ﮐﮯ ﺑﺎﻏﯽ ﮐﺒﮭﯽ ﻗﻄﺮﮮ ﮐﻮ ﺳﻤﻨﺪﺭ ﻧﮧ ﻟﮑﮭﺎ ﮐﺴﯽ ﺫﺭﮮ ﮐﻮ ﺑﮭﯽ ﺻﺤﺮﺍ ﻧﮧ ﮐﮩﺎ ﻗﺮﺽِ ﺁﺋﯿﻨﮧ ﭼﮑﺎﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻋﮑﺲ ﺳﮯ ﻣﺤﺮﻭﻡ ﮨﻮﺋﮯ ﺍﻭﺭ ﺍﻧﺴﺎﻥ ﺳﮯ ﻣﺤﺒﺖ ﮐﺎ ﺻﻠﮧ؟ ﺍﮎ ﺳﺰﺍ ﯾﺎﻓﺘﮧ ﻣﺠﺮﻡ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺯﻧﺪﮦ ﮨﯿﮟ
Image

خود وقت میرے ساتھ چلا وہ بھی تھک گیا

خود وقت میرے ساتھ چلا وہ بھی تھک گیا  میں تیری جستجو میں بہت دُور تک گیا کچھ اور اَبر چاند کے ماتھے پہ جھک گئے کچھ اور تیرگی کا مقدر چمک گیا  کل جس کے قُرب سے تھی گریزاں میری حیات آج اُس کے نام پر بھی میرا دِل دھڑک گیا میں سوچتا ہُوں شہر کے پتھر سمیٹ کر وہ کون تھا جو راہ کو پھولوں سے ڈھک گیا دُشمن تھی اُس کی آنکھ جو میرے وجود کی میں حرف بن کے اُس کی زباں پر اٹک گیا اب کوئی سنگ پھینک کہ چمکے کوئی شرر  میں شہرِ آرزو میں اچانک بھٹک گیا  مت پوچھ فکرِ زیست کی غارت گری کا حال احساس برف برف تھا لیکن بھڑک گیا احباب جبرِ زیست کے زنداں میں قید تھے "محسن" میں خود صلیبِ غزل پر لٹک گیا

ﺭﻭ ﭘﮍﻭ ﮔﮯ

ﺭﻭ ﭘﮍﻭ ﮔﮯ  yaad unhe hum din rat kiya karte the.. =>  ab un raho se guzra nahi jata dosto.. =>  jaha baith kar hum unka intezaar kiya karte the....!

ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﮐﮯ ﺍِﮎ ﮐُﻮﭼﮯ ﻣﯿﮟ, ﺍِﮎ ﺍﻧﺸﺎ ﻧﺎﻡ ﮐﺎ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ ﺍﺑﻦ ﺍﻧﺸﺎ

ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﮐﮯ ﺍِﮎ ﮐُﻮﭼﮯ ﻣﯿﮟ, ﺍِﮎ ﺍﻧﺸﺎ ﻧﺎﻡ ﮐﺎ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ  ﺍﮎ ﻧﺎﺭ ﭘﮧ ﺟﺎﻥ ﮐﻮ ﮨﺎﺭ ﮔﯿﺎ, ﻣﺸﮩﻮﺭ ﮨﮯ ﺍﺱ ﮐﺎ ﺍﻓﺴﺎﻧ ﮧ ﺍﺱ ﻧﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﺍﯾﺴﺎ ﺭُﻭﭖ ﻧﮧ ﺗﮭﺎ ﺟﺲ ﺭُﻭﭖ ﺳﮯ ﺩﻥ ﮐﯽ ﺩﮬُﻮﭖ ﺩﺑﮯ  ﺍﺱ ﺷﮩﺮ ﻣﯿﮟ ﮐﯿﺎ ﮐﯿﺎ ﮔﻮﺭﯼ ﮨﯿﮟ، ﻣﮩﺘﺎﺏ ﺭﺥِ ﮔﻠﻨﺎﺭ ﻟﺒﮯ ﮐﭽﮫ ﺑﺎﺕ ﺗﮭﯽ ﺍُﺱ ﮐﯽ ﺑﺎﺗﻮﮞ ﻣﯿﮟ، ﮐﭽﮫ ﺑﮭﯿﺪ ﺗﮭﮯ ﺍُﺱ ﮐﯽ ﭼﺘﻮﻥ ﻣﯿ ﮟ ﻭﮨﯽ ﺑﮭﯿﺪ ﮐﮧ ﺟﻮﺕ ﺟﮕﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ, ﮐﺴﯽ ﭼﺎﮨﻨﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﮯ ﻣﻦ ﻣﯿﮟ  ﺍُﺳﮯ ﺍﭘﻨﺎ ﺑﻨﺎﻧﮯ ﮐﯽ ﺩُﮬﻦ ﻣﯿﮟ ﮨُﻮﺍ ﺁﭖ ﮨﯽ ﺁﭖ ﺳﮯ ﺑﯿﮕﺎﻧﮧ ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﮐﮯ ﺍِﮎ ﮐُﻮﭼﮯ ﻣﯿﮟ, ﺍِﮎ ﺍﻧﺸﺎ ﻧﺎﻡ ﮐﺎ ﺩﯾﻮﺍﻧ ﮧ ﻧﮧ ﭼﻨﭽﻞ ﮐﮭﯿﻞ ﺟﻮﺍﻧﯽ ﮐﮯ, ﻧﮧ ﭘﯿﺎﺭ ﮐﯽ ﺍﻟﮩﮍ ﮔﮭﺎﺗﯿﮟ ﺗﮭﯿﮟ  ﺑﺲ ﺭﺍﮦ ﻣﯿﮟ ﺍُﻥ ﮐﺎ ﻣﻠﻨﺎ ﺗﮭﺎ, ﯾﺎ ﻓﻮﻥ ﭘﮧ ﺍُﻥ ﮐﯽ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﺗﮭﯿﮟ ﺍﺱ ﻋﺸﻖ ﭘﮧ ﮨﻢ ﺑﮭﯽ ﮨﻨﺴﺘﮯ ﺗﮭﮯ, ﺑﮯ ﺣﺎﺻﻞ ﺳﺎ ﺑﮯ ﺣﺎﺻﻞ ﺗﮭ ﺎ ﺍﮎ ﺯﻭﺭ ﺑﭙﮭﺮﺗﮯ ﺳﺎﮔﺮ ﻣﯿﮟ, ﻧﺎ ﮐﺸﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﻧﺎ ﺳﺎﺣﻞ ﺗﮭﺎ  ﺟﻮ ﺑﺎﺕ ﺗﮭﯽ ﺍُﻥ ﮐﮯ ﺩﻝ ﻣﯿﮟ ﺗﮭﯽ, ﺟﻮ ﺑﮭﯿﺪ ﺗﮭﺎ ﯾﮑﺴﺮ ﺍﻧﺠﺎﻧﺎ ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﮐﮯ ﺍِﮎ ﮐُﻮﭼﮯ ﻣﯿﮟ, ﺍِﮎ ﺍﻧﺸﺎ ﻧﺎﻡ ﮐﺎ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ ﺍِﮎ ﺭﻭﺯ ﺍﮔﺮ ﺑﺮﮐﮭﺎ ﺭُﺕ ﻣﯿﮟ, ﻭﮦ ﺑﮭﺎﺩﻭﮞ ﺗﮭﯽ ﯾﺎ ﺳﺎﻭﻥ ﺗﮭﺎ ﺩﯾﻮﺍﺭ ﭘﮧ ﺑﯿﭻ ﺳﻤﻨﺪﺭ ﮐﮯ, ﯾﮧ ﺩﯾﮑﮭﻨﮯ ﻭﺍﻟﻮﮞ ﻧﮯ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﻣﺴﺘﺎﻧﮧ ﮨﺎﺗﮫ ﻣﯿﮟ ﮨﺎﺗﮫ ﺩﯾﮯ, ﯾﮧ ﺍﯾﮏ ﮐﮕﺮ ﭘﺮ ﺑﯿﭩﮭﮯ ﺗﮭﮯ ﯾﻮﮞ ﺷﺎﻡ ﮨﻮﺋﯽ ﭘﮭﺮ ﺭﺍﺕ ﮨﻮﺋﯽ , ﺟﺐ ﺳﯿﻼﻧﯽ ﮔﮭﺮ ﻟﻮﭦ ﮔﺌﮯ ﮐﯿﺎ ﺭﺍﺕ ﺗﮭﯽ ﻭﮦ ﺟﯽ ﭼﺎﮨﺘﺎ ﮨﮯ ﺍُﺱ ﺭﺍﺕ ﭘﮧ ﻟﮑﮭﯿﮟ ﺍﻓﺴﺎﻧﮧ

تُو نے اذنِ سفر دیا ہوتا

تُو نے اذنِ سفر دیا ہوتا  قافلہ چاند پر گیا ہوتا میں اگر شاعری نہیں کرتا اتنی وحشت تھی مر گیا ہوتا شاخ پر آئینے سجے ہوتے پھول رنگوں پہ مر مِٹا ہوتا ایک دیوار گر گئی ہوتی ایک جیون سنور گیا ہوتا  گویا کچھ بھی نہیں ہوا مجھ سے ورنہ کچھ تو اثر ہوا ہوتا اِک توانا غزل کہی ہوتی ایک دل تک سفر کیا ہوت ا تُو محبت گُنہ سمجھتا ہے  تجھ پہ توبہ کا دَر کَھلا ہوتا

Baat Din Ki Nhi Muje Raat Se Darr Lgta Hy,

Baat Din Ki Nhi Muje Raat Se Darr Lgta Hy, Ghr Kacha Hy Mera Muje Barsaat Se Dar Lgta Hy, UsNe Tohfey Me Diye Muje Kh00n K Aansu, Zindgi Ab Teri Her Soghaat Se Dar Lgta Hy,,  Choro Pyar Ki Baten Koi Or Baat Kro,  Ab To Pyar Ki Har Baat Se Dar Lgta Hy,  Meri Khatir Wo Kahin Badnam Na Ho Jaye,  Is Lye Uski Her Mulaqat Se Darr Lagta Hy  Apno Me Reh Kr Kuch Aise ZaKhm Khaye hain K  Humen to ab Apni Zaat se Darr Lagta Hy

کہاں آکے رُکنے تھے راستے ، کہاں موڑ تھا ، اُسے بھول جا

کہاں آکے رُکنے تھے راستے ، کہاں موڑ تھا ، اُسے بھول جا  وہ جو مل گیا اُسے یاد رکھ ، جو نہیں ملا اُسے بُھول جا وہ ترے نصیب کی بارشیں کسی اور چھت پہ برس گئیں دلِ بے خبر مری بات سُن اُسے بھول جا ، اُسے بُھول جا  میں تو گُم تھا تیرے ہی دھیان میں ، ترِی آس ، تیرے گُمان میں صبا کہ گئی مرے کان میں ، میرے ساتھ آ ، اُسے بُھول جا  کسی آنکھ میں نہیں اشکِ غم ، ترے بعد کچھ بھی نہیں ہے کم  تجھے زندگی نے بُھلا دیا ، تو بھی مسکرا ، اُسے بُھول جا کہیں چاکِ جاں کا رَفو نہیں ، کسی آستیں پہ لہو نہیں کہ شہیدِ راہِ ملال کا نہیں خُوں بہا ، اُسے بُھول جا  کیوں اَٹا ہوا ہے غُبار میں ، غمِ زندگی کے فشار میں وہ جو درج تھا ترے بخت میں ، سو وہ ہو گیا ، اُسے بُھول جا  نہ وُہ آنکھ ہی تری آنکھ تھی ، ، نہ وُہ خُواب ہی ترا خُواب تھا دلِ منتظر تو یہ کس لئے ترا جاگنا ، اُسے بُھول جا  یہ جو رات دن کا ہے کھیل سا ، اسے دیکھ ، اس پہ یقیں نہ کر نہیں عکس کوئی بھی مُستقل سرِ آئینہ ، اُسے بُھول جا  جو بساطِ جاں ہی اُلٹ گیا ، وہ جو راستے سے پلٹ گیا

Teri yaad nay meray dil ko saja rakha hai

Teri yaad nay meray dil ko saja rakha hai teray pyar main sab ko bhula rakha hai  kuch acha nahin legta teri judai kay baad  ek teri yaad ko sinay say laga rakha hai tera milna to abb aik khawab hi lagta hai  najanay abb kyoon dil ko bhula rakha hai sab kuch lut gaya hamara teray pyar main teri yaad ko palkoon main chupa rakha hai  muqadar say miltay hain bichar kay warna  ajj bhi tera naam dil main saja rakha hai  najanay koi nahin basta teray siva ankh main  aik teri tasveer ko dil main chupa rakha hai ”

Faseel-e-jaan kay qaidee hain magar yeh dhayaan rakha hai

Faseel-e-jaan kay qaidee hain magar yeh dhayaan rakha hai Hawa kay waastay hum nay Dar-e-imkaan rakha hai  Saja saktay thay yadoon kay kai chehray kai pekar Magar kuch soch kar hum ne yeh ghar veeraan rakha hai Humen shoq-e-azziyat hai wagarna is zamanay main Teri yaden bhulaanay ko bohat saamaan rakha hai Teri jholi main laa daalengay qarzay is muhabat kay Kay hum shoreeda’e sar hain, kab koi ehsaan rakha hai Tumhen ye maan-na hoga kay hum ne apnay lab see kar  sakoot-e-shab ki muthi main koi toofaan rakha hai  Jo ho yaaro behar surat charaghon ko jalana hai Hawaen kitni barham hain, ye hum ne jaan rakha hai

Jane Ab Wo Kesa Hoga?

Kafi Arsa Beet Gya  Jane Ab Wo Kesa Hoga?  Waqt Ki Sari Karvi Baten Chup Chap Hi Sehta Hoga  Ab B Bhigi Barish Mein Wo Bin Chatri le K Chalta Hoga Mujh Se Bichrre Arsa Beeta  Ab Wo Kis Se Lrrta Hoga??  Acha Tha Jo Sath Hi Rehte Bad Men Usne Socha Hoga Apne Dil Ki Sari Baten Khud Se Khud Hi Kehta Hoga?

gumsum c rehguzar thi , kinara nadi ka tha

gumsum c rehguzar thi , kinara nadi ka tha pani mein chand , chand mein chehra kisi ka tha ab zindagi sanbhal k leta hai tera nam yeh dil k jis ko shoq kabi khudkushi ka tha kuch abar b they banjh zameen se darey huaye kuch zaiqa hava mein meri tishnagi ka tha kehney ko dhoondtey they sabhie apne khad o khaal warna meri ghazal mein to sab kuch usi ka th a woh ihtiyaat e jaan thi k be rabti e khayal saye pe b guman muje admi ka tha mushkil kahan they tarak e mohabbat k marhalay aye dil magar saval teri zindagi ka tha woh jis ki dosti hi mataa e khaloos thi Mohsin woh shakhs b mera dushman kabi ka tha

andheri raat thikanay laga kay aatay hain

andheri raat thikanay laga kay aatay hain  chalo keh apni subha ko jaga kay aatay hain sabhi jo maan rahay hain,bohat andhera hai  chiragh jorr kay suraj banaa kay aatay hain  hajoom e shehar pay sakta keh pehal kon  karay saleeb e shehar ko aao saja kay aatay hain y eh raat roz jo hum say kharaaj maangay hai  hazaar sir ka charhawa,charha kay aatay hain  nhi hai kuch bhi bacha ab,b’juz yeh zanjeerain utho yeh maal o mat’aa bhi,luta kay aatay hain

koofa-e-shab nay jo taaber ki had jaari ki,

koofa-e-shab nay jo taaber ki had jaari ki,  mein nay jalty hoy khuabo’n ki uzzadaari ki, wqt nay uskey muqaddar mein likhi taareki, jinsy charhty hoy soraj ki tarafdaari ki,  dil dharkny pay mus’er tha soo dharkta hi gaya,  lamha-e-deed ki aankho’n nay nighey daari ki,  her taaq-e-chasm pay khuaboo’n key diy bujh say gay, kuch aesi hawa chali sheher mein beydaari ki, sukh ka kirdar nibhany k liy umer tmam, mein nay rooti hoi aankho’n say adakaari ki,

Agar yeh raat na apne diye bichaya kare

Agar yeh raat na apne diye bichaya kare  Tou kese koi apne hisab-e-gham bakaya kare Woh aik akss guma hai woh mujhse door rahe  Woh khawb hai tou meri ankh mein na aya kare  Unhe kaho humain bechargi ki huu hai magar Hamare zarf ko itna na azmaaya kare Taweel hijr ka haasil hai, aik lamha wasal  Tou koi iska bhi ehsaan kya uthaya kare Kabhi tou ho ke hamari khamosh goyi  Samaaton mein sadaa ban ke phel jaya kare Koi tou shab e hijar se akar kahe khalid  Rahe rahe magar itna na sir uthaya kare

Tootey dil ki raam kahani, mat poocho

Tootey dil ki raam kahani, mat poocho  Kon tha raja kon thi raani, mat poocho  Tanha tanha, chupke chupke rote hain  Pathar se kab phoota paani, mat poocho  Jab tak chaho tum bhi dera daal raho  Naam pata aur koi nishani, mat poocho  Lehje ki taseer ka yaaro kya kehna Lafzon ki badmast rawaani, mat poocho Sara kaleja katt jaye ga yaar nabeel Ehad junoon ki baat purani, mat poocho

Mere wajood ki jaagir isne maangi hai

Mere wajood ki jaagir isne maangi hai  ajab khuab ki taabir isne maangi hai  iski kaid men rehti hun mai pehle bhi?  naa jaane kiu zanzeer isne maangi hai  gumaan hota hai bool sakta hai mujhe  kiuki aaj meri tasweer isne maangi hai  mere khuda mujhe iske naseeb men likh de  ke mujhse meri hi taqdeer isne maangi hai..

Hina ka rang hoon mein hathon per tou aaon ga

Hina ka rang hoon mein hathon per tou aaon ga  Utar gaya tou mehek apni chorr jaaon ga  Ghazal ka sher hoon dil ki kitaab mein likh lo  Bhula diya tou kabhi yaad bhi na aaon ga  Tera hi ashk hoon rok loon mujh ko  Mein aik din teri palkon pe jagmgaaon ga  Khaloos-e-dil se agar sada di kisi ne mujhe Gayi bahaar ki tarah phir laut aaon ga

Jab Tera Hukam Mila,Tark Muhabbat Kar Di

Jab Tera Hukam Mila,Tark Muhabbat Kar Di , Dil Mgr Is Py Wo Dharka K Qyaamat Kar Di  Maine Socha Tha K Lot Atay Hain Janay Walay,  Tunay Ja Kar To Judaai Meri Qismat Kar Di  Kis Tarha tujh Se Mai Izhaar e Tamanna Karta?  Lafz Soojhay to Ma,ani Ne Bhaghaawat Kar Di Ab To Dushman k Iraadon Pe b Pyaar Ata Hai,  Teri Ulfat Ne Muhabbat Meri Aadat Kar Di…

Zulmat Ko Ghata Kehne Se Khatra Nahi Jata

Zulmat Ko Ghata Kehne Se Khatra Nahi Jata  Deewar Se Bhoonchal Ko Roka Nahi Jata  Zaato’n K Tarazu Mein Azmat Nahi Tulti  Feetey Se Tou Kirdaar Ko Napa Nahi Jata Darya K Kinary Tou Pohanch Jaty Hyn Pyaase  Pyaaso’n K Ghar Ko Kabhi Darya Nahu Jata  Wapis Nahi Hona Hy Tou Paao’n Hii Kata Do  Iss Morr Se Aage Koi Rasta Nahi Jata  ALLAH Jise Chahe Usay Deta Hy Sab Kuch  Izzat Ko Dukaano’n Se Khareeda Nahi Jata … !

Rang o khushbu ke darmeyan mein hai

Rang o khushbu ke darmeyan mein hai  Kon sa shakhs mere dheyan mein hai  Kal bhi tha nasha-e-khudi us ko  Aaj bhi dil usi gumaan mein hai Ho sake tou yeh ghaur tum bhi karo  Koi tanha bharey jahaan mein hai  Tujh pe hai dhoop chaaon ka mausam  Tere shayar bhi imtihaan mein hai  Khawb hain phool hain woh ankhen hain  Ik tasalssal sa dastaan mein hai  Haadsa jo na ho saka hai abhi  Gardish e wakt ki amaan mein hai  Mein nibhaon ga sarey ehad zeya  Jab talak meri jaan, jaan mein hai

Khud se bohat khafa hoon mein, khud se bohat juda tha mein

Khud se bohat khafa hoon mein, khud se bohat juda tha mein  Dekha nahin ke kya hoon mein, socha nahin ke kya tha mein  Toot geya bikhar gaya, apne liye tou mar geya hoon mein  Teri taraf tha gaamzan, khud se katta howa tha mein  Kijiye mulahiza zara, daftar maah-o-saal dil  Mera aseer tha yeh dil, is mein parra howa tha mein  Yaad na asakon tou bol, Zang para dareecha khol  Teri gali mein kon tha, Tere labon per kya tha mein  Dekha gali mein kon hai, koi nahin hai, aahatein Sunta hoon  chand saal pehle khud se bichar gaya tha mein  Shikwa karoon to kya karon, Ranj karon tou kiska  Kon samajh saka mujhe, Kis ko smajh saka tha mein  Tu bhi khabar ki leher mein behta chala geya naveed  Tere liye tou theek tha mein, Apne liye bura tha mein

Yeh pal pal ka chalna, fasila khatam na karega,

Yeh pal pal ka chalna, fasila khatam na karega,  Tum kitna bhi chaho, tumhe woh kal na milega ! Yeh koi gaata hai, ya namaaz padta hai,  Tum kitna bhi chaho, tumhe alag khuda na milega!  Yeh guzarti hui raat hai, ya nikalti hui sehar,  Tum kitna bhi chaho, tumhe humsafar na milega!  Yeh Baarish ki boondein hain, ya aankhon ke aansoon , Tum kitna bhi chaho, inhe thaamne wala na milega!  Yeh dil ke tukde hain, ya aap ki yaadein,  Tum kitna bhi chaho, tumhe marham na milega!  Yeh dil mein armaan hain ya sulagte hue sholey,  Tum kitna bhi chaho, tumhe sehra mein paani na mil ega! Yeh kaisi uljhan ban gayee hai, dil ki dhadkan,  Tum kitna bhi chaho, tumhe sukoon na milega!!

Mohabat ka Bharam Hota, to Phir kuch Soch kar Jaty,

Mohabat ka Bharam Hota, to Phir kuch Soch kar Jaty, Wagarna Zindagi Ban k Mery Hamdam Guzar Jaty, Thaky Hary Prindon Ko Jo Dekha to Khayal Aaya, Koi Jo muntazir hota tu hum bhi apny ghar jaty,  Main kha kar dard ki thokar abhi tak hosla mand hon,  ye thokar jo tumhain lagti,tu tum khud bhi bikhar jaty, Is TANHAi ka hum pe bara Ahsan hai  “ROGI” Na daiti sath ye apna tu jany hum kidhar jaty.

Aik jugnu meri wehshat ka sabab hota tha

Aik jugnu meri wehshat ka sabab hota tha Shaam ke wakt mera haal ajab hota tha Ik sitara tha ke roshan tha imkaan mein Ik samanudar mere andar mein jab hota tha  Aik khushboo thi ke aghosh kusha thi har wakt  Aik lehja tha ke tehseen talab hota tha  Ab woh khush hal zamana hi nahin hai warna  Roshni ka bhi koi naam o nasab hota tha

Sabhi Ashk Aankhon Main Aa Gae

Sabhi Ashk Aankhon Main Aa Gae Na Chhupa Saky Na Bata Saky Wo jo Bhed Tha Wo Khul Gya,  Koi Baat B Na Chhupa Saky  Na Wafa Rahi, Na Jafa Rahi, Na Wo Dil Raha, Na Hum Rahy  Us ki Yad Ka Jo Charagh Tha  Na Jala Saky, Na Bujha Saky  Koi Zor Khud Pe Raha Nahen Koi Bus B Us Pe Chla Nahen  Usy Dekhty Rahy Door Tak, Magr Hath Tak Na Hila Saky  Nahen Is Men Us Ki Khata Koi  Na Naseeb Ka Koi Dosh Tha, Ye Hamara Apna Mizaaj Tha  K Kisi Tarh Na Nibha Saky…

Kahan itni saza’en thi bhala is zindgani mein,

Kahan itni saza’en thi bhala is zindgani mein,  Hazaron ghar huwe roshan jab mera dil jala MOHSIN.  Faqat ik lafz “MOHABBAT” ki hum ne bheek mangi thi,  Taras gaye khushi ko hum mili hai ye saza MOHSIN. Sukoon e zindagi chora ik teri zaat ki khatir,  Magar phir bhi meri chahat se tum ko hai gila MOHSIN.  Toota huwa ye dil le kar main kis k paas jaonga,  Hai kaun wo karay ga jo mere dil ki dawa MOHSIN.  Teri ankhain teri sansain tera chehra teri dharkan,  Main kaise bhool paön ga teri har ik adaa MOHSIN.  Kisi ko kya khabar mujh par har pal kya guzarti hai,  Meri saari kahani ka hai tu hi aashna MOHSIN.  Nahi qaabil tere lekin munasib jo agar samjho,  Yaad rakhna duaon mein yehi hai ilteja MOHSIN.

Gazab ka husno sabab dekha

Gazab ka husno sabab dekha zameen par mahtab dekha  Khiza raseeda chaman mein aksar Khila khila sa gulab dekha Kisi ke rukh pe parisa gesoo kisi ke rukh pe nakab dekha Wo aae milne yakin kar loo Ki meri aankho ne khwab dekha  Lo tooti tauba lo chhanke sagar  Jo unko peete sarab dekha  Na dekhoo roze hisab ya rab Zamee pe jitna azab dekha Milega insaf kaise ‘shahid’ sadakto pe nakab dekha.

So kissey hain milte juley, aik majboori theek nahin

So kissey hain milte juley, aik majboori theek nahin Jo kehna hai khul ker keh de, baat adhoori theek nahin  Koi heela, koi bahana, koi munasib raah nikaal Mujhse aese milte rehna, gher zaroori theek nahin Roz mohabbat ho jaye hai, chalte phirte logon se  Geet adhoray, khawb adhooray, yeh mazdoori thek nahin Ik shikayet ke badle, sab ka sab mujhe ilzam na de Kuch kuch teri baat hai sachi, lekin poori theek nahin

Yeh na samajh ke bichra hoon tou bhol geya hoon tujhe

Yeh na samajh ke bichra hoon tou bhol geya hoon tujhe  Tere hathon ki khushboo mere hathon mein aaj bhi hai Yeh aur baat hai majbooriyon ne nibhaney na di dosti  Warna shaamil sachayi meri wafaon mein aaj bhi hai  Mohabbat se barh ker tumse akeedat hai mere dost  Yun buland sab doston mein mukaam tera aaj bhi hai Chahta hu atiq ke har lamha zindagi mein mohabbat ho  Shaamil tu meri tamaam duyaaon mein aaj bhi hai

Kese kahoon ke apni zubaan bolte hain hum

Deewar hai kisi ki, dareecha kisi ka hai  Lgta hai ghar ka ghar hi asasa kisi ka hai  Ik aur hath bhi hai pas-e-raqs heela jo  Hum tum tou putliyaan hain, tamasha kisi ka hai  Yeh jo hain mere paon kisi aur ke na hon  Chal mein raha hon, Naksh kuf e paa kisi ka hai  Ashkon se bhar raha hon mein apni dareeda mashk  Itne barss ke bad bhi darya kisi ka hai  Kese kahoon ke apni zubaan bolte hain hum  Alfaaz shayed apne hon, lehja kisi ka hai

Ab ke ehsaan jataney bhi nahin aya koi

Ab ke ehsaan jataney bhi nahin aya koi  Mein jo rootha tou mananey bhi na aya koi  Aik woh door ke soney bhi na dete they mujhe  Aik yeh wakt ke jaganey bhi na aya koi  Dag-magata tha tou sou hath lapakte they mujhe  Gir gaya hoon tou uthaney bhi nahin aya koi  Janey ahbab pe kya guzri, khuda kher kare  Arsay se neya zakham laganey nahin aya koi  Aese utra hoon dilon se ke hansaana tou kuja  Aik muddat se rulaney bhi nahin aya koi  Yun tou so baar, toota, jura, magar  ab ke SHAMI Aese toota ke bananey bhi nahin aya koi

Khayalon main faqat ek sholah e awaaz baki hay

Khayalon main faqat ek sholah e awaaz baki hay  Na koi geet baki hay na koi saaz baki hai  Sab apney bhayd ham nay faash kar daalay zamanay par  Magar jo tuj sey kehna tha wohi ek raaz baki hai  Khudaawand hamien phir sey naii ek zindagi dey dey  Bareeda par hain lekin hasrat e parwaaaz baki hai  Nazar main raat k pichhlay pehar jesi khamoshe hay  Magar dil k dharakne ka wohi andaaaz baaki hai  Qateel is ehd-bey-maani main lafzon ka hay yeh aalam  Ke maani ho gaye rukhhsat faqat awaaaz baki hai

Libas Tan Se Utaar Dena,

Libas Tan Se Utaar Dena, Kisi Ko Banhon Ke Haar Dena, Phir Uske Jazbon Ko Maar Dena, !!  Ager Mohabat Yehi Hai Jana  To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai!! Gunah Karne Ka Soch Lena, Haseen Pariyan Daboch Lena,  Phir Uski Aankhein Hi Noch Lena, !! Ager Mohabat Yehi Jana  To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai!! Kisi Ko Lafzon Ke Jaal Dena,  Kisi Ko Jazbon Ki Dhaal Dena, Phir Uski Izzat Uchaal Dena, !! Ager Mohabat Yehi Hai Jana  To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai!! Andhair Nagri Mein Chalty Jana,  Haseen Kaliyan Masalty Jana, Aur Apni Fitrat Pe Muskurana, Ager Mohabat Yehi Hai Jana To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai  Bana raha hai har aik deewana, khyal e husn o jamal janaa, khyal kya hain hawas ka taana, Ager Mohabat Yehi Hai Jana  To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai!!

Mohabbat ki hadhon se door jana chahta hia dil

Mohabbat ki hadhon se door jana chahta hia dil  Kisi andher nagri mein thikana chahta hai dil  Dharkne se kabhi baghi, kabhi be-dharak dharka hai  Dharakne se mukarnay ka bahana chahta hai dil  Tera milna bhi junoon ka sunehri daur tha lekin  Zara is se bhi pehle ka zamana chahta hai dil  Yeh kesa ishq hai chand aansuyon, aahon ke badle  Meri har saans pe hi haq jatana chahta hai di l Bhale Rustam mujhe ko zamana be-wafa kahe  Per ab ronay per tere, muskurana chahta hai dil

Bohat gumaan tha mausam shanas honey ka

Bohat gumaan tha mausam shanas honey ka Wohi bahana bana hai udaas honey ka Badan ko garh liya zakham ke gulabon se  Tu shok pura kar khush libas honey ka  Fiza mehkne lage roshni jhalakne lage  To yeh nishan hai tere aas pass honey ka Gulon ke beech woh chehra khila,  to har titli Tamasha karne lagi, bad hawas honey ka Usy bhi shok tha bewajah dil dukhaney ka So hum ne khel rachaya udaas honey ka Naye safar pe rawana tou hum bhi ho jate Bas intizar tha mausam ke raas hone ka

Mohabbat kerny walon ko koee rasta nahi deta,

Mohabbat kerny walon ko koee rasta nahi deta,  Zameen waqif nahi banti ,falak saya nahi deta, Udasi jis k dil mein ho usi ki neend urrti hae,  kisi ko apni aankhon ka koee sapna nahi deta,  Khushi or dukh k mosam sab k apny apny hoty haen,  Kisi ko apny hissey ka koee lamha nahi deta,  Uthana khud hi parrta hae thaka toota badan apna,  K jab tak saans chalti hae ,koee kandha nahi deta.

Chalo aao Mohabbat ki Nae Bunyaad Rakhty hain

Chalo aao Mohabbat ki Nae Bunyaad Rakhty hain  Khud Paaband Rehty Hain Usay Aazad Rakhty hain Humary Khoon Mei Rab Ne Yehi Taseer Rakhi hy Buraai Bhool Jaty Hain Achai Yaad Rakhty hain Mohabbt Mei Kahin Humse Gustakhi na Ho jaye Hum Apna har Qadam us k Qadam k Baad Rakhty hain

Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota

Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota  Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota Mohabbat karne waley tou hamesha sath rehta hain  Mohabbat mein judai ka koi mausam nahin hota  Mujhe chor kar khud bhi sari umar tum tarpey ho Koi aesi saza dete tumhe tou gham nahin hota  Zameen walo se yeh keh kar dhal geya sooraj  Ujala baant dene se ujala kam nahin hota

Tum Jo Hastey Ho To Phoolon Ki aada Lagte Ho

Tum Jo Hastey Ho To Phoolon Ki aada Lagte Ho  Aur Chaltey Ho to Ek Baad-e-Saba Lagte Ho Kuch Na Kehna Mere Kandhe Pe Jhuka Kar Sar Ko Kitne Masoom Ho Tasveer-e-Wafa Lagte Ho  Baat Karte Ho To Saaghar Se Khanak Jaate Ho Leher Ka Geet Ho Koyal Ki Sada Lagte Ho Kis Taraf Jao ge Zulfon K ye Badal Ley Kar  Aaj Machli Hui Saawan Ki Ghata Lagte Ho Tum Jisey Dekh Lo Peeney Ki Zarorat Kya Hai? Zindagi Bhar Jo Rahe Aisa Nasha Lagte Ho Main Ne Mehsoos Kia Tum Se jo Baatein Kar k  Tum Zamane Main Zamane Se Judaa Lagte Ho
Image

Woh meri rooh ko shaadaab karta rahta tha

Woh meri rooh ko shaadaab karta rahta tha  Main un dinoN safar E khaab karta rahta tha  Bas eik zikr tera tha jo gaah gaah mujhay  Aseer E halqaa E ahbaab karta rahta tha Use to zakhm-rutaiN dekhne ki aadat thi  MaiN chaaraa-jooyii ke asbab karta rahta tha  Hum ek ghar ke liye khaar, aur hakim e shahr Shumar E gumbad O mehraab karta rahta tha Usay khabar thi K maiN paar utar hi jaauNga  So, kashtiyaaN meri Gharqaab karta rahta tha

Tumhara saath mil jaye to sab dukh bhool jaaon gi

Tumhara saath mil jaye to sab dukh bhool jaaon gi Woh kehti thi ke har soorat tumhein apna banaon gi  Nichaawar khwaab ker doon gi tumharay her ishaaray per  Kabhi peepal ki chaaon men kabhi nadya kinaray per Tumhen thandak ata ker don gi ik barsaat ki maanand Bikharte chaand jharnon men ujalti raat ki maanand  Mujhay tum se muhabbat he men logon ko bataon gi  Woh kehti thi k her soorat tumhein apna banaon gi  Mein chahon gi tumhein jaana umangon se ujaalon tak Khudi k dasht se lay ker naye janmoon k saalon tak  Meri thandi si tanhaai sulagti raat jaisi ho Mujhay bas saath lay jaao bhalay baraat jesi ho Tumharay surkh jooray main hi dulhan ban k aaon gi  Woh kehti thi k her soorat tumhein apna banaon gi…!

Wo mehfilain kahan gaeen wo bazmain kahan gaeen

Wo mehfilain kahan gaeen wo bazmain kahan gaeen  Ta-umar sath denay ki rasmain kahan gaeen  Do qadam sath chal k ker laitay hein kinara  Ik sath jeenay marnay ki qasmain kahan gaeen  Aata hay yad mujh ko us ka lagatar dekhna  Jo jhapki kabhi na theen wo palkain kahan gaeen  Sookhi patton ki tarah bikhar jati hein ulfatain  Jo pakti theen piyar mein wo faslain kahan gaeen  Bujh jatay hein aik jhonkay say jhooti chahat k charagh  Jo jalti theen aandhiyon mein wo sham\’ain kahan gaeen  Na milna ho to aajkal so so bahanay hein  Jo kachy ghary pe hoti theen wo mulaqatain kahan gaeen  Hay be wafaai her su aur ja baja hay bay rukhi  Jo theen wafa ki paiker wo soortain kahan gaeen  Uski sitamgaryon k ab jari hein silsilay  Jp mangain Azmi k wastay wo duaaen kahan gaeen.

Koyee had nahi hai kamaal ki Koyee had nahi hai jamaal ki

Koyee had nahi hai kamaal ki Koyee had nahi hai jamaal ki  Wahi qurb O door ki manzileN Wahi sham khaab O khyaal ki  Na mujhe hi uska pata koyee Na use khabar mere haal ki  Ye jawaab meri sada ka hai K sada hai uske sawaal ki  Wo qayamateN jo guzar gayeeN ThiN amanaten kayee saal ki  Ye namaaz E asr ka waqt hai Ye ghari hai din k zawaal ki  Hai MONIR subh E safar nayee Gayee baat shab k malaal ki..

Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat “wasi”

Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat “wasi”  ab to urooj pe puhanchi hai uski zaat “wasi”  wahi wady hain aur rasmon ki zanjiren baqi  kab badalti hain zamany ki riwayat “wasi”  aik wo din thy k ek dosry ko sochty thy hum  ab milty nahi dono k khayalat “wasi”  meri her subha ka aghaz tery naam se ho  teri yadon mai kati meri her aik raat “wasi”  tum kahan aur mery piyar ka miyar kahan  wo kitni sadgi se ker gaya ye baat “wasi

Jab men rooth jaaun to Phool le k aae

Jab men rooth jaaun to Phool le k aae Ulti seedhi batein kr k Mjhe Hansaye  Me jis k lye pura Sajaaun khud ko  Or jab wo dekhe to bas dekhti jaye  Palken num hojaen agr Meri  Wo Pyar ki Barish Mujh pe Barsaye  Jo neend roth jae Ankho se meri  Koi to ho Jo band Palkon ko Choom kr  Baahon mei le k pyar se Sulaye  ‘KASH’ Koi to hoJis pe Me Haq se Haq jataoun  Jo sirf Meri or Bas Meri hi reh Jaye!

Zindagi men do lahza koi mere pass na betha,

Zindagi men do lahza koi mere pass na betha,  Aaj sab mere pas bethe ja rahe the.  Koi Tohfa na mila aaj tak mujhe, Aur aaj phool hee phool diye ja rahe the.  Taras gaya mn kisi k hath se Diye ek kapde ko, Aur aaj nae nae kapde Orhaae ja rahe the.  Do Qadam sath na chalne wale,  Aaj Qafla bana kar chale ja rahe the…  Aaj pata chala k Mout itni haseen hoti he, Aur hum to yunhi Jiye Ja rahe the…

Titliyaan, Konplain, Rung-o-Boo Or Tu,

Titliyaan, Konplain, Rung-o-Boo Or Tu,  Chaandni, Shaaeri Or Saboo Or Tu..  Daaman-e-koh k Manzar-e-khaab Mein,  Roshni ho Meray Chaarsoo Or Tu.. …  Sandli Sandli khaamshi Or Mein,  Makhmali Makhmali Guftgoo Or Tu..  Es Taraf Ishq ki Tashnagi Or Mein,  Us Taraf Husn ki Aab-e-Joo Or Tu..  Jis Taraf Dekhay aur kuch Bhi Nhin,  Sirf Main Or Main, Sirf Tu Or Tu..

Woh meri rooh ko shaadaab karta rahta tha

Woh meri rooh ko shaadaab karta rahta tha Main un dinoN safar E khaab karta rahta tha Bas eik zikr tera tha jo gaah gaah mujhay  Aseer E halqaa E ahbaab karta rahta tha  Use to zakhm-rutaiN dekhne ki aadat thi MaiN chaaraa-jooyii ke asbab karta rahta tha Hum ek ghar ke liye khaar, aur hakim e shahr Shumar E gumbad O mehraab karta rahta tha Usay khabar thi K maiN paar utar hi jaauNga So,  kashtiyaaN meri Gharqaab karta rahta tha

Tumhara saath mil jaye to sab dukh bhool jaaon gi

Tumhara saath mil jaye to sab dukh bhool jaaon gi Woh kehti thi ke har soorat tumhein apna banaon gi  Nichaawar khwaab ker doon gi tumharay her ishaaray per Kabhi peepal ki chaaon men kabhi nadya kinaray per  Tumhen thandak ata ker don gi ik barsaat ki maanand  Bikharte chaand jharnon men ujalti raat ki maanand Mujhay tum se muhabbat he men logon ko bataon gi  Woh kehti thi k her soorat tumhein apna banaon gi  Mein chahon gi tumhein jaana umangon se ujaalon tak Khudi k dasht se lay ker naye janmoon k saalon tak  Meri thandi si tanhaai sulagti raat jaisi ho Mujhay bas saath lay jaao bhalay baraat jesi ho Tumharay surkh jooray main hi dulhan ban k aaon gi  Woh kehti thi k her soorat tumhein apna banaon gi…!

Wo mehfilain kahan gaeen wo bazmain kahan gaeen

Wo mehfilain kahan gaeen wo bazmain kahan gaeen  Ta-umar sath denay ki rasmain kahan gaeen  Do qadam sath chal k ker laitay hein kinara  Ik sath jeenay marnay ki qasmain kahan gaeen  Aata hay yad mujh ko us ka lagatar dekhna  Jo jhapki kabhi na theen wo palkain kahan gaeen  Sookhi patton ki tarah bikhar jati hein ulfatain  Jo pakti theen piyar mein wo faslain kahan gaeen  Bujh jatay hein aik jhonkay say jhooti chahat k charagh  Jo jalti theen aandhiyon mein wo sham\’ain kahan gaeen  Na milna ho to aajkal so so bahanay hein  Jo kachy ghary pe hoti theen wo mulaqatain kahan gaeen  Hay be wafaai her su aur ja baja hay bay rukhi  Jo theen wafa ki paiker wo soortain kahan gaeen  Uski sitamgaryon k ab jari hein silsilay  Jo mangain Azmi k wastay wo duaaen kahan gaeen.

Us ne dekha mujhe dekhti reh gayi

Milte milte adhoori khushi reh gayi Meri ankhon mein thori nami reh gayi  Hont darya ke sookhey reh gaye Tishna lab chal diya, Tishnagi reh gayi Kon sunta bhala us ki awaaz ko Charon janib hawa cheekhti reh gayi Phir makanon ke malbey mein sab dher they Jab khuli ankh tou bass khuli reh gayi Jese mein us ke khawbon ki tabeer hoon Us ne dekha mujhe dekhti reh gayi  Dhoop ne chutkiyaan ke tou kuch bhi na tha  Apne jugnu ko woh sochti reh gayi

Dour-e-Gul Rukhsat Hua, Hathon Me Pathar Reh Gaye

Is Qadar Badla Zmana, Log Shashdar Reh Gaye  Hm Bhala Kis Se Kahein Mehrumion Ki Dastan?  Tishna Lub Hm Hi Nahi, Pyasy Smundr Reh Gye  Zeest Ki Sachaiyon Ka Zehr Pi Jany K Baad  Talkhion K Zaiqy Meri Zubaan Pr Reh Gye  Jany Kesy Log Thay Jo Naqsh-e-Daaim ban Gye Aankh Se Ojhal Huay Pr, Dil K Andar Reh Gye Haadson Ne Is Qadar Sb Se Gureizaan Kr Dia  Tujh Se Kya, Hm Khud Se B Aksar Ulajh Kr Reh Gaye..!

Kuch apne lub o lehje ko tabdeel wo karta

Kuch apne lub o lehje ko tabdeel wo karta Phir hum se bayan ranj ki tafseel wo karta  Yak tarfa takazay to nibae nhai jate Kuch apne faraaiz ki bhi tameel wo karta, Ilzamm lagata wo bare sho se par,  Kch apne kiye wadoon ki takmeel wo karta,  Kuch us ko bi ehsas to hota tanhai ka, Kuch khuwab mere khud me tabdeel wo karta..

Kahaan Tha Itna Azaab Ashna Maira Chehra

Kahaan Tha Itna Azaab Ashna Maira Chehra Jallay Chiraagh tu Bujhnay Laga, Maira Chehra Woh Tairay Hijar Kay Din woh Safeer Sadiyon Kay Tu Un Dinoon mein Kabhi Daikhta Maira Chehra  Judaiyoon Kay Safar Mein Rahay Hain Saath Sada Tairi Talaash,Zamanay, Hawa, Maira Chehra Mairay Siwa Koi Itna udaas Bhi Tu Na Tha  Khizaan Kay Chand Ko Achaa Laga Maira Chehra  Kitaab Khool Raha Tha Woh Apnay Maazi Ke Warq Warq Pay Bikharta Gaya Maira Chehra  Sehar Kay Noor Say Dhulti Hoe Tairi Ankhain  Safar Ke Gard Mein Lipta Howa Maira Chehra  Hawa Ka Akhri Boosa Tha Ya Qayamat Thi ?  Badan Ke Shaakh Say Phir Gir Para Maira Chehra  Jissay Bujha Kay Hawa Soogwar Phirti Hai  Woh Shama e Shaam e Safar Thi Keh Maira  Chehra Yeah Loug Kiyon Mujhay Pehchantay Nahi “Mohsin” Mein Sochta Hoon Kahaan Reh Gaya Maira Chehra ?