... آہٹ تو ہو بہو دلِ درد آشنا کی تھی یہ گریۂ فضا تھا کہ سسکی ہوا کی تھی چہرے پہ اس کے آج ہے سرسوں کھلی ہوئی وہ جس کی بات بات میں خوشبو حنا کی تھی سینے میں جو اتر گئی تلوار کی طرح وہ بات تو مرے کسی درد آشنا کی تھی ہم رہروانِ منزلِ امید کیا کہیں تحریر یہ لکھی ہوئی دستِ قضا کی تھی وہ چشم و لب وہی تھے جنہیں ڈھونڈتا ہوں میں گو اس کی بات بات میں تلخی بلا کی تھی ہر سنگِ راہ تھا، مرا مونس، مرا حبیب کس کس جگہ پہ چھاپ ترے نقشِ پا کی تھی
Posts
Showing posts from 2014
رخصت ہوا تو آنکھ ملا کر نہیں گیا
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
رخصت ہوا تو آنکھ ملا کر نہیں گیا وہ کیوں گیا ہے یہ بھی بتا کر نہیں گیا وہ یوں گیا کہ بادِ صبا یاد آگئی احساس تک بھی ہم کو دلا کر نہیں گیا یوں لگ رہا ہے جیسے ابھی لوٹ آئے گا جاتے ہوئے چراغ بجھا کر نہیں گیا بس اک لکیر کھینچ گیا درمیان میں دیوار راستے میں بنا کر نہیں گیا شاید وہ مل ہی جائے مگر جستجو ہے شرط وہ اپنے نقشِ پا تو مٹا کر نہیں گیا گھر میں ہے آج تک وہی خوشبو بسی ہوئی لگتا ہے یوں کہ جیسے وہ آکر نہیں گیا تب تک تو پھول جیسی ہی تازہ تھی اس کی یاد جب تک وہ پتیوں کو جدا کر نہیں گیا رہنے دیا نہ اس نے کسی کام کا مجھے اور خاک میں بھی مجھ کو ملا کر نہیں گیا ویسی ہی بے طلب ہے ابھی میری زندگی وہ خار وخس میں آگ لگا کر نہیں گیا شہزاد یہ گلہ ہی رہا اس کی ذات سے جاتے ہوئے وہ کوئی گلہ کر نہیں گیا
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Onhey Akhiya Peeni Sharab Chadd Dey.. Mahi Akhiyaan Teraa Vassa Karla.. Peeni Chadd ke Aynna dass tey sahi.. Jannat Chadke Dozakkh di Chaah kar lan.. Ohnu Peen waala Jannat nahi Chadd’da Zindaa Aadamm di main Dastaan karna.. Onnhe Kannak toon Jannat Qurbaaan Kitti Mai Sharaab toon Jannat Qurbaan karnnan
Apna dard wadha laina
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Apna dard wadha lyna Us nu fair bula lyna Apny ap nu labhan lae Apna ap gawa lyna Sab to wakhra ho ky ty Sab nu yaar bna lyna Jangle rasta awy ty Maa di ik dua lyna Us dian galan kr ky v Us da naam luka lyna Chyti kr ky hr kam wich Har ik kam wadha lyna Lokan to wakh hoky ty Apna shaher wasa lyna Shah G usdi khatire v Us to dhoka kha lyna
Anwar Masood
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Hussan ki taup ka gola mara, tera kakh na rahe. Tujh pe gir jaye qutbi tara, tera kakh na rahe, Banking council waley teri har shay qarqi kar dain, Charh jaye tujh pe qarzaa bhara, tera kakh na rahe, Sardi andar neher ke banney, sari raat khalotey, Tu na aayi, laya laara, tera kakh na rahe, Dil ki chori ke ilzaam police ka chaapa par jaye, Pharrya jaye tabbar sara, tera kakh na rahe, Saari ghazal suna kar bhi nahin saarra dil ka mukya, Saadda hai bas ikko hi naara, tera kakh na rahe
Anwar Masood
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Hussan ki taup ka gola mara, tera kakh na rahe. Tujh pe gir jaye qutbi tara, tera kakh na rahe, Banking council waley teri har shay qarqi kar dain, Charh jaye tujh pe qarzaa bhara, tera kakh na rahe, Sardi andar neher ke banney, sari raat khalotey, Tu na aayi, laya laara, tera kakh na rahe, Dil ki chori ke ilzaam police ka chaapa par jaye, Pharrya jaye tabbar sara, tera kakh na rahe, Saari ghazal suna kar bhi nahin saarra dil ka mukya, Saadda hai bas ikko hi naara, tera kakh na rahe
ہجوم شہر سے ہٹ کر،،، حدود شہر کے بعد
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
ہجوم شہر سے ہٹ کر،،، حدود شہر کے بعد وہ مسکرا کے ملے بھی تو کون دیکھتا ہے ؟ جس آنکھ میں کوئی چہرہ نہ کوئی عکس طلب وہ آنکھ جل کے بجھے بھی تو کون دیکھتا ہے ؟ ہجوم درد میں،،،،،،،،،،، کیا مسکرایئے کہ یہاں خزاں میں پھول کھلے بھی تو کون دیکھتا ہے ؟ ملے بغیر جو مجھ سے،،،،، بچھڑ گیا محسن وہ راستے میں رکے بھی تو کون دیکھتا ہے ؟
سُنا ہے اس مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔۔۔۔
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
سُنا ہے اس مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔۔۔۔ مہکتا ۔۔۔ جُھومتاجیون۔۔۔۔ غموں کے نام ہوتا ہے۔۔۔۔ سُنا ہے۔۔۔! چین کھو کر وہ۔۔۔۔ سحر سے شام روتا ہے۔۔۔۔ مُحبّت جو بھی کرتاہے۔۔۔۔ بُہت بدنام ہوتا ہے۔۔۔۔ سُنا ہے۔۔۔۔! اس مُحبت میں۔۔۔۔ کہیں بھی دِل نہیں لگتا۔۔۔۔ بنا اُس کے نگاہوں میں۔۔۔۔ کوئی موسم نہیں جچتا۔۔۔۔ خفا جس سے مُحبّت ہو۔۔۔۔ وہ جیون بھرنہیں ہنستا۔۔۔۔ بُہت انمول ہے یہ دِل۔۔۔۔ اُجڑ کر پھرنہیں بستا۔۔۔۔ سُنا ہے اسمُ مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔
Muskura Rahe ho
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
تُم اِتنا جَو مُسکُرا رَہے ہَو ، کَیا غَم ہے جِس کَو چُھپا رَہے ہَو ، آنکُھوں میں نَمی ہَنسی لَبُوں پَر ، کَیا حال ہے کَیا دِکھا رَہے ہَو، بَن جائیں گے زَہَر پِیتے پِیتے، یہ اَشک جَو پِیتے جا رَہے ہَو ، جِن زَخمُوں کَو وَقت بَھر چَلا ہے ، تُم کِیُوں اُنہَیں چَھیڑے جا رَہے ہو ، رَیکھاؤں کا کَھیل ہے مُقَدَّر ، رَیکھاؤں سے مات کھا رَہے ہَو...!
سُنا ہے اس مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔۔۔۔
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
سُنا ہے اس مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔۔۔۔ مہکتا ۔۔۔ جُھومتاجیون۔۔۔۔ غموں کے نام ہوتا ہے۔۔۔۔ سُنا ہے۔۔۔! چین کھو کر وہ۔۔۔۔ سحر سے شام روتا ہے۔۔۔۔ مُحبّت جو بھی کرتاہے۔۔۔۔ بُہت بدنام ہوتا ہے۔۔۔۔ سُنا ہے۔۔۔۔! اس مُحبت میں۔۔۔۔ کہیں بھی دِل نہیں لگتا۔۔۔۔ بنا اُس کے نگاہوں میں۔۔۔۔ کوئی موسم نہیں جچتا۔۔۔۔ خفا جس سے مُحبّت ہو۔۔۔۔ وہ جیون بھرنہیں ہنستا۔۔۔۔ بُہت انمول ہے یہ دِل۔۔۔۔ اُجڑ کر پھرنہیں بستا۔۔۔۔ سُنا ہے اسمُ مُحبّت میں۔۔۔۔ بُہت نقصان ہوتا ہے۔
تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا تو پھر یہ عمربھی کیوں، تم سے گرنہیں ملنا یہ کون چُپکے سے تنہائیوں میں کہتا ہے تِرے بغیر سُکوں عُمْر بھر نہیں ملنا چلو زمانے کی خاطر یہ جبْر بھی سہہ لیں کہ اب مِلے تو کبھی ٹوٹ کر نہیں ملنا رہِ وفا کے مُسافر کو کون سمجھائے کہ اِس سفر میں کوئی ہمسفرنہیں ملنا جُدا تو جب بھی ہوئے دِل کو یوں لگا جیسے ک ہ اب گئے تو کبھی لوٹ کر نہیں ملنا
تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
تو کیا یہ طے ہے، کہ اب عمر بھرنہیں ملنا تو پھر یہ عمربھی کیوں، تم سے گرنہیں ملنا یہ کون چُپکے سے تنہائیوں میں کہتا ہے تِرے بغیر سُکوں عُمْر بھر نہیں ملنا چلو زمانے کی خاطر یہ جبْر بھی سہہ لیں کہ اب مِلے تو کبھی ٹوٹ کر نہیں ملنا رہِ وفا کے مُسافر کو کون سمجھائے کہ اِس سفر میں کوئی ہمسفرنہیں ملنا جُدا تو جب بھی ہوئے دِل کو یوں لگا جیسے ک ہ اب گئے تو کبھی لوٹ کر نہیں ملنا
ﺍﮎ ﺳﺰﺍ ﯾﺎﻓﺘﮧ ﻣﺠﺮﻡ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺯﻧﺪﮦ ﮨﯿﮟ
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
ﮨﻢ ﺑُﺮﮮ ﻟﻮﮒ ﮨﯿﮟ ﺗﻢ ﮨﯽ ﺍﭼﮭﮯ ﺗﮭﮯ ﮐﺴﯽ ﺳﮯ ﮐﺒﮭﯽ ﺗﮑﺮﺍﺭ ﻧﮧ ﮐﯽ ﺗﻢ ﮐﮧ ﺗﮑﺮﺍﺭ ﮐﮯ ﺧﻮﮔﺮ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﺗﮭﮯ ﺗﻢ ﮨﯽ ﺍﭼﮭﮯ ﺗﮭﮯ ﺟﻮ ﻣﺠﻨﻤﻠﮧ ﺍﺭﺑﺎﺏِ ﻧﻈﺮ ﺭﮨﺘﮯ ﺗﮭﮯ ﺍﺗﻨﮯ ﺳﺎﺩﮦ ﺗﮭﮯ ﮐﮧ ﺯﺧﻤﻮﮞ ﮐﻮ ﺣﻨﺎ ﮐﮩﺘﮯ ﺗﮭﮯ ﺷﮩﺮِ ﭘُﺮ ﺣﻮﺻﻠﮧ ﻣﯿﮟ ﺷﯿﻮﮦ ﺍﮨﻞِ ﮨﻨﺮ ﭘﺮ ﮐﺒﮭﯽ ﺗﻨﻘﯿﺪ ﻧﮧ ﮐﯽ ﺍﺗﻨﮯ ﺑﮯ ﺑﺲ ﺗﮭﮯ ﮐﮧ ﺟﺐ ﻭﻗﺖ ﭘﮍﺍ ﺍﭘﻨﯽ ﺑﮭﯽ ﺗﺎﺋﯿﺪ ﻧﮧ ﮐﯽ ﮨﻢ ﺑُﺮﮮ ﻟﻮﮒ ﮨﯿﮟ ﺳﭻ ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮨﻢ ﺑُﺮﮮ ﻟﻮﮒ ﮨﯿﮟ, ﺧﻮﺷﻨﻮﺩﯼ ﺍﺭﺑﺎﺏِ ﺍﺛﺮ ﮐﮯ ﺑﺎﻏﯽ ﮐﺒﮭﯽ ﻗﻄﺮﮮ ﮐﻮ ﺳﻤﻨﺪﺭ ﻧﮧ ﻟﮑﮭﺎ ﮐﺴﯽ ﺫﺭﮮ ﮐﻮ ﺑﮭﯽ ﺻﺤﺮﺍ ﻧﮧ ﮐﮩﺎ ﻗﺮﺽِ ﺁﺋﯿﻨﮧ ﭼﮑﺎﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻋﮑﺲ ﺳﮯ ﻣﺤﺮﻭﻡ ﮨﻮﺋﮯ ﺍﻭﺭ ﺍﻧﺴﺎﻥ ﺳﮯ ﻣﺤﺒﺖ ﮐﺎ ﺻﻠﮧ؟ ﺍﮎ ﺳﺰﺍ ﯾﺎﻓﺘﮧ ﻣﺠﺮﻡ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺯﻧﺪﮦ ﮨﯿﮟ
خود وقت میرے ساتھ چلا وہ بھی تھک گیا
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
خود وقت میرے ساتھ چلا وہ بھی تھک گیا میں تیری جستجو میں بہت دُور تک گیا کچھ اور اَبر چاند کے ماتھے پہ جھک گئے کچھ اور تیرگی کا مقدر چمک گیا کل جس کے قُرب سے تھی گریزاں میری حیات آج اُس کے نام پر بھی میرا دِل دھڑک گیا میں سوچتا ہُوں شہر کے پتھر سمیٹ کر وہ کون تھا جو راہ کو پھولوں سے ڈھک گیا دُشمن تھی اُس کی آنکھ جو میرے وجود کی میں حرف بن کے اُس کی زباں پر اٹک گیا اب کوئی سنگ پھینک کہ چمکے کوئی شرر میں شہرِ آرزو میں اچانک بھٹک گیا مت پوچھ فکرِ زیست کی غارت گری کا حال احساس برف برف تھا لیکن بھڑک گیا احباب جبرِ زیست کے زنداں میں قید تھے "محسن" میں خود صلیبِ غزل پر لٹک گیا
ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﮐﮯ ﺍِﮎ ﮐُﻮﭼﮯ ﻣﯿﮟ, ﺍِﮎ ﺍﻧﺸﺎ ﻧﺎﻡ ﮐﺎ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ ﺍﺑﻦ ﺍﻧﺸﺎ
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﮐﮯ ﺍِﮎ ﮐُﻮﭼﮯ ﻣﯿﮟ, ﺍِﮎ ﺍﻧﺸﺎ ﻧﺎﻡ ﮐﺎ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ ﺍﮎ ﻧﺎﺭ ﭘﮧ ﺟﺎﻥ ﮐﻮ ﮨﺎﺭ ﮔﯿﺎ, ﻣﺸﮩﻮﺭ ﮨﮯ ﺍﺱ ﮐﺎ ﺍﻓﺴﺎﻧ ﮧ ﺍﺱ ﻧﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﺍﯾﺴﺎ ﺭُﻭﭖ ﻧﮧ ﺗﮭﺎ ﺟﺲ ﺭُﻭﭖ ﺳﮯ ﺩﻥ ﮐﯽ ﺩﮬُﻮﭖ ﺩﺑﮯ ﺍﺱ ﺷﮩﺮ ﻣﯿﮟ ﮐﯿﺎ ﮐﯿﺎ ﮔﻮﺭﯼ ﮨﯿﮟ، ﻣﮩﺘﺎﺏ ﺭﺥِ ﮔﻠﻨﺎﺭ ﻟﺒﮯ ﮐﭽﮫ ﺑﺎﺕ ﺗﮭﯽ ﺍُﺱ ﮐﯽ ﺑﺎﺗﻮﮞ ﻣﯿﮟ، ﮐﭽﮫ ﺑﮭﯿﺪ ﺗﮭﮯ ﺍُﺱ ﮐﯽ ﭼﺘﻮﻥ ﻣﯿ ﮟ ﻭﮨﯽ ﺑﮭﯿﺪ ﮐﮧ ﺟﻮﺕ ﺟﮕﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ, ﮐﺴﯽ ﭼﺎﮨﻨﮯ ﻭﺍﻟﮯ ﮐﮯ ﻣﻦ ﻣﯿﮟ ﺍُﺳﮯ ﺍﭘﻨﺎ ﺑﻨﺎﻧﮯ ﮐﯽ ﺩُﮬﻦ ﻣﯿﮟ ﮨُﻮﺍ ﺁﭖ ﮨﯽ ﺁﭖ ﺳﮯ ﺑﯿﮕﺎﻧﮧ ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﮐﮯ ﺍِﮎ ﮐُﻮﭼﮯ ﻣﯿﮟ, ﺍِﮎ ﺍﻧﺸﺎ ﻧﺎﻡ ﮐﺎ ﺩﯾﻮﺍﻧ ﮧ ﻧﮧ ﭼﻨﭽﻞ ﮐﮭﯿﻞ ﺟﻮﺍﻧﯽ ﮐﮯ, ﻧﮧ ﭘﯿﺎﺭ ﮐﯽ ﺍﻟﮩﮍ ﮔﮭﺎﺗﯿﮟ ﺗﮭﯿﮟ ﺑﺲ ﺭﺍﮦ ﻣﯿﮟ ﺍُﻥ ﮐﺎ ﻣﻠﻨﺎ ﺗﮭﺎ, ﯾﺎ ﻓﻮﻥ ﭘﮧ ﺍُﻥ ﮐﯽ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﺗﮭﯿﮟ ﺍﺱ ﻋﺸﻖ ﭘﮧ ﮨﻢ ﺑﮭﯽ ﮨﻨﺴﺘﮯ ﺗﮭﮯ, ﺑﮯ ﺣﺎﺻﻞ ﺳﺎ ﺑﮯ ﺣﺎﺻﻞ ﺗﮭ ﺎ ﺍﮎ ﺯﻭﺭ ﺑﭙﮭﺮﺗﮯ ﺳﺎﮔﺮ ﻣﯿﮟ, ﻧﺎ ﮐﺸﺘﯽ ﺗﮭﯽ ﻧﺎ ﺳﺎﺣﻞ ﺗﮭﺎ ﺟﻮ ﺑﺎﺕ ﺗﮭﯽ ﺍُﻥ ﮐﮯ ﺩﻝ ﻣﯿﮟ ﺗﮭﯽ, ﺟﻮ ﺑﮭﯿﺪ ﺗﮭﺎ ﯾﮑﺴﺮ ﺍﻧﺠﺎﻧﺎ ﺍﺱ ﺑﺴﺘﯽ ﮐﮯ ﺍِﮎ ﮐُﻮﭼﮯ ﻣﯿﮟ, ﺍِﮎ ﺍﻧﺸﺎ ﻧﺎﻡ ﮐﺎ ﺩﯾﻮﺍﻧﮧ ﺍِﮎ ﺭﻭﺯ ﺍﮔﺮ ﺑﺮﮐﮭﺎ ﺭُﺕ ﻣﯿﮟ, ﻭﮦ ﺑﮭﺎﺩﻭﮞ ﺗﮭﯽ ﯾﺎ ﺳﺎﻭﻥ ﺗﮭﺎ ﺩﯾﻮﺍﺭ ﭘﮧ ﺑﯿﭻ ﺳﻤﻨﺪﺭ ﮐﮯ, ﯾﮧ ﺩﯾﮑﮭﻨﮯ ﻭﺍﻟﻮﮞ ﻧﮯ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﻣﺴﺘﺎﻧﮧ ﮨﺎﺗﮫ ﻣﯿﮟ ﮨﺎﺗﮫ ﺩﯾﮯ, ﯾﮧ ﺍﯾﮏ ﮐﮕﺮ ﭘﺮ ﺑﯿﭩﮭﮯ ﺗﮭﮯ ﯾﻮﮞ ﺷﺎﻡ ﮨﻮﺋﯽ ﭘﮭﺮ ﺭﺍﺕ ﮨﻮﺋﯽ , ﺟﺐ ﺳﯿﻼﻧﯽ ﮔﮭﺮ ﻟﻮﭦ ﮔﺌﮯ ﮐﯿﺎ ﺭﺍﺕ ﺗﮭﯽ ﻭﮦ ﺟﯽ ﭼﺎﮨﺘﺎ ﮨﮯ ...
تُو نے اذنِ سفر دیا ہوتا
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
تُو نے اذنِ سفر دیا ہوتا قافلہ چاند پر گیا ہوتا میں اگر شاعری نہیں کرتا اتنی وحشت تھی مر گیا ہوتا شاخ پر آئینے سجے ہوتے پھول رنگوں پہ مر مِٹا ہوتا ایک دیوار گر گئی ہوتی ایک جیون سنور گیا ہوتا گویا کچھ بھی نہیں ہوا مجھ سے ورنہ کچھ تو اثر ہوا ہوتا اِک توانا غزل کہی ہوتی ایک دل تک سفر کیا ہوت ا تُو محبت گُنہ سمجھتا ہے تجھ پہ توبہ کا دَر کَھلا ہوتا
Baat Din Ki Nhi Muje Raat Se Darr Lgta Hy,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Baat Din Ki Nhi Muje Raat Se Darr Lgta Hy, Ghr Kacha Hy Mera Muje Barsaat Se Dar Lgta Hy, UsNe Tohfey Me Diye Muje Kh00n K Aansu, Zindgi Ab Teri Her Soghaat Se Dar Lgta Hy,, Choro Pyar Ki Baten Koi Or Baat Kro, Ab To Pyar Ki Har Baat Se Dar Lgta Hy, Meri Khatir Wo Kahin Badnam Na Ho Jaye, Is Lye Uski Her Mulaqat Se Darr Lagta Hy Apno Me Reh Kr Kuch Aise ZaKhm Khaye hain K Humen to ab Apni Zaat se Darr Lagta Hy
کہاں آکے رُکنے تھے راستے ، کہاں موڑ تھا ، اُسے بھول جا
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
کہاں آکے رُکنے تھے راستے ، کہاں موڑ تھا ، اُسے بھول جا وہ جو مل گیا اُسے یاد رکھ ، جو نہیں ملا اُسے بُھول جا وہ ترے نصیب کی بارشیں کسی اور چھت پہ برس گئیں دلِ بے خبر مری بات سُن اُسے بھول جا ، اُسے بُھول جا میں تو گُم تھا تیرے ہی دھیان میں ، ترِی آس ، تیرے گُمان میں صبا کہ گئی مرے کان میں ، میرے ساتھ آ ، اُسے بُھول جا کسی آنکھ میں نہیں اشکِ غم ، ترے بعد کچھ بھی نہیں ہے کم تجھے زندگی نے بُھلا دیا ، تو بھی مسکرا ، اُسے بُھول جا کہیں چاکِ جاں کا رَفو نہیں ، کسی آستیں پہ لہو نہیں کہ شہیدِ راہِ ملال کا نہیں خُوں بہا ، اُسے بُھول جا کیوں اَٹا ہوا ہے غُبار میں ، غمِ زندگی کے فشار میں وہ جو درج تھا ترے بخت میں ، سو وہ ہو گیا ، اُسے بُھول جا نہ وُہ آنکھ ہی تری آنکھ تھی ، ، نہ وُہ خُواب ہی ترا خُواب تھا دلِ منتظر تو یہ کس لئے ترا جاگنا ، اُسے بُھول جا یہ جو رات دن کا ہے کھیل سا ، اسے دیکھ ، اس پہ یقیں نہ کر نہیں عکس کوئی بھی مُستقل سرِ آئینہ ، اُسے بُھول جا جو بساطِ جاں ہی...
Teri yaad nay meray dil ko saja rakha hai
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Teri yaad nay meray dil ko saja rakha hai teray pyar main sab ko bhula rakha hai kuch acha nahin legta teri judai kay baad ek teri yaad ko sinay say laga rakha hai tera milna to abb aik khawab hi lagta hai najanay abb kyoon dil ko bhula rakha hai sab kuch lut gaya hamara teray pyar main teri yaad ko palkoon main chupa rakha hai muqadar say miltay hain bichar kay warna ajj bhi tera naam dil main saja rakha hai najanay koi nahin basta teray siva ankh main aik teri tasveer ko dil main chupa rakha hai ”
Faseel-e-jaan kay qaidee hain magar yeh dhayaan rakha hai
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Faseel-e-jaan kay qaidee hain magar yeh dhayaan rakha hai Hawa kay waastay hum nay Dar-e-imkaan rakha hai Saja saktay thay yadoon kay kai chehray kai pekar Magar kuch soch kar hum ne yeh ghar veeraan rakha hai Humen shoq-e-azziyat hai wagarna is zamanay main Teri yaden bhulaanay ko bohat saamaan rakha hai Teri jholi main laa daalengay qarzay is muhabat kay Kay hum shoreeda’e sar hain, kab koi ehsaan rakha hai Tumhen ye maan-na hoga kay hum ne apnay lab see kar sakoot-e-shab ki muthi main koi toofaan rakha hai Jo ho yaaro behar surat charaghon ko jalana hai Hawaen kitni barham hain, ye hum ne jaan rakha hai
gumsum c rehguzar thi , kinara nadi ka tha
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
gumsum c rehguzar thi , kinara nadi ka tha pani mein chand , chand mein chehra kisi ka tha ab zindagi sanbhal k leta hai tera nam yeh dil k jis ko shoq kabi khudkushi ka tha kuch abar b they banjh zameen se darey huaye kuch zaiqa hava mein meri tishnagi ka tha kehney ko dhoondtey they sabhie apne khad o khaal warna meri ghazal mein to sab kuch usi ka th a woh ihtiyaat e jaan thi k be rabti e khayal saye pe b guman muje admi ka tha mushkil kahan they tarak e mohabbat k marhalay aye dil magar saval teri zindagi ka tha woh jis ki dosti hi mataa e khaloos thi Mohsin woh shakhs b mera dushman kabi ka tha
andheri raat thikanay laga kay aatay hain
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
andheri raat thikanay laga kay aatay hain chalo keh apni subha ko jaga kay aatay hain sabhi jo maan rahay hain,bohat andhera hai chiragh jorr kay suraj banaa kay aatay hain hajoom e shehar pay sakta keh pehal kon karay saleeb e shehar ko aao saja kay aatay hain y eh raat roz jo hum say kharaaj maangay hai hazaar sir ka charhawa,charha kay aatay hain nhi hai kuch bhi bacha ab,b’juz yeh zanjeerain utho yeh maal o mat’aa bhi,luta kay aatay hain
koofa-e-shab nay jo taaber ki had jaari ki,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
koofa-e-shab nay jo taaber ki had jaari ki, mein nay jalty hoy khuabo’n ki uzzadaari ki, wqt nay uskey muqaddar mein likhi taareki, jinsy charhty hoy soraj ki tarafdaari ki, dil dharkny pay mus’er tha soo dharkta hi gaya, lamha-e-deed ki aankho’n nay nighey daari ki, her taaq-e-chasm pay khuaboo’n key diy bujh say gay, kuch aesi hawa chali sheher mein beydaari ki, sukh ka kirdar nibhany k liy umer tmam, mein nay rooti hoi aankho’n say adakaari ki,
Agar yeh raat na apne diye bichaya kare
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Agar yeh raat na apne diye bichaya kare Tou kese koi apne hisab-e-gham bakaya kare Woh aik akss guma hai woh mujhse door rahe Woh khawb hai tou meri ankh mein na aya kare Unhe kaho humain bechargi ki huu hai magar Hamare zarf ko itna na azmaaya kare Taweel hijr ka haasil hai, aik lamha wasal Tou koi iska bhi ehsaan kya uthaya kare Kabhi tou ho ke hamari khamosh goyi Samaaton mein sadaa ban ke phel jaya kare Koi tou shab e hijar se akar kahe khalid Rahe rahe magar itna na sir uthaya kare
Tootey dil ki raam kahani, mat poocho
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Tootey dil ki raam kahani, mat poocho Kon tha raja kon thi raani, mat poocho Tanha tanha, chupke chupke rote hain Pathar se kab phoota paani, mat poocho Jab tak chaho tum bhi dera daal raho Naam pata aur koi nishani, mat poocho Lehje ki taseer ka yaaro kya kehna Lafzon ki badmast rawaani, mat poocho Sara kaleja katt jaye ga yaar nabeel Ehad junoon ki baat purani, mat poocho
Mere wajood ki jaagir isne maangi hai
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Mere wajood ki jaagir isne maangi hai ajab khuab ki taabir isne maangi hai iski kaid men rehti hun mai pehle bhi? naa jaane kiu zanzeer isne maangi hai gumaan hota hai bool sakta hai mujhe kiuki aaj meri tasweer isne maangi hai mere khuda mujhe iske naseeb men likh de ke mujhse meri hi taqdeer isne maangi hai..
Hina ka rang hoon mein hathon per tou aaon ga
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Hina ka rang hoon mein hathon per tou aaon ga Utar gaya tou mehek apni chorr jaaon ga Ghazal ka sher hoon dil ki kitaab mein likh lo Bhula diya tou kabhi yaad bhi na aaon ga Tera hi ashk hoon rok loon mujh ko Mein aik din teri palkon pe jagmgaaon ga Khaloos-e-dil se agar sada di kisi ne mujhe Gayi bahaar ki tarah phir laut aaon ga
Jab Tera Hukam Mila,Tark Muhabbat Kar Di
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Jab Tera Hukam Mila,Tark Muhabbat Kar Di , Dil Mgr Is Py Wo Dharka K Qyaamat Kar Di Maine Socha Tha K Lot Atay Hain Janay Walay, Tunay Ja Kar To Judaai Meri Qismat Kar Di Kis Tarha tujh Se Mai Izhaar e Tamanna Karta? Lafz Soojhay to Ma,ani Ne Bhaghaawat Kar Di Ab To Dushman k Iraadon Pe b Pyaar Ata Hai, Teri Ulfat Ne Muhabbat Meri Aadat Kar Di…
Zulmat Ko Ghata Kehne Se Khatra Nahi Jata
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Zulmat Ko Ghata Kehne Se Khatra Nahi Jata Deewar Se Bhoonchal Ko Roka Nahi Jata Zaato’n K Tarazu Mein Azmat Nahi Tulti Feetey Se Tou Kirdaar Ko Napa Nahi Jata Darya K Kinary Tou Pohanch Jaty Hyn Pyaase Pyaaso’n K Ghar Ko Kabhi Darya Nahu Jata Wapis Nahi Hona Hy Tou Paao’n Hii Kata Do Iss Morr Se Aage Koi Rasta Nahi Jata ALLAH Jise Chahe Usay Deta Hy Sab Kuch Izzat Ko Dukaano’n Se Khareeda Nahi Jata … !
Rang o khushbu ke darmeyan mein hai
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Rang o khushbu ke darmeyan mein hai Kon sa shakhs mere dheyan mein hai Kal bhi tha nasha-e-khudi us ko Aaj bhi dil usi gumaan mein hai Ho sake tou yeh ghaur tum bhi karo Koi tanha bharey jahaan mein hai Tujh pe hai dhoop chaaon ka mausam Tere shayar bhi imtihaan mein hai Khawb hain phool hain woh ankhen hain Ik tasalssal sa dastaan mein hai Haadsa jo na ho saka hai abhi Gardish e wakt ki amaan mein hai Mein nibhaon ga sarey ehad zeya Jab talak meri jaan, jaan mein hai
Khud se bohat khafa hoon mein, khud se bohat juda tha mein
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Khud se bohat khafa hoon mein, khud se bohat juda tha mein Dekha nahin ke kya hoon mein, socha nahin ke kya tha mein Toot geya bikhar gaya, apne liye tou mar geya hoon mein Teri taraf tha gaamzan, khud se katta howa tha mein Kijiye mulahiza zara, daftar maah-o-saal dil Mera aseer tha yeh dil, is mein parra howa tha mein Yaad na asakon tou bol, Zang para dareecha khol Teri gali mein kon tha, Tere labon per kya tha mein Dekha gali mein kon hai, koi nahin hai, aahatein Sunta hoon chand saal pehle khud se bichar gaya tha mein Shikwa karoon to kya karon, Ranj karon tou kiska Kon samajh saka mujhe, Kis ko smajh saka tha mein Tu bhi khabar ki leher mein behta chala geya naveed Tere liye tou theek tha mein, Apne liye bura tha mein
Yeh pal pal ka chalna, fasila khatam na karega,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Yeh pal pal ka chalna, fasila khatam na karega, Tum kitna bhi chaho, tumhe woh kal na milega ! Yeh koi gaata hai, ya namaaz padta hai, Tum kitna bhi chaho, tumhe alag khuda na milega! Yeh guzarti hui raat hai, ya nikalti hui sehar, Tum kitna bhi chaho, tumhe humsafar na milega! Yeh Baarish ki boondein hain, ya aankhon ke aansoon , Tum kitna bhi chaho, inhe thaamne wala na milega! Yeh dil ke tukde hain, ya aap ki yaadein, Tum kitna bhi chaho, tumhe marham na milega! Yeh dil mein armaan hain ya sulagte hue sholey, Tum kitna bhi chaho, tumhe sehra mein paani na mil ega! Yeh kaisi uljhan ban gayee hai, dil ki dhadkan, Tum kitna bhi chaho, tumhe sukoon na milega!!
Mohabat ka Bharam Hota, to Phir kuch Soch kar Jaty,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Mohabat ka Bharam Hota, to Phir kuch Soch kar Jaty, Wagarna Zindagi Ban k Mery Hamdam Guzar Jaty, Thaky Hary Prindon Ko Jo Dekha to Khayal Aaya, Koi Jo muntazir hota tu hum bhi apny ghar jaty, Main kha kar dard ki thokar abhi tak hosla mand hon, ye thokar jo tumhain lagti,tu tum khud bhi bikhar jaty, Is TANHAi ka hum pe bara Ahsan hai “ROGI” Na daiti sath ye apna tu jany hum kidhar jaty.
Aik jugnu meri wehshat ka sabab hota tha
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Aik jugnu meri wehshat ka sabab hota tha Shaam ke wakt mera haal ajab hota tha Ik sitara tha ke roshan tha imkaan mein Ik samanudar mere andar mein jab hota tha Aik khushboo thi ke aghosh kusha thi har wakt Aik lehja tha ke tehseen talab hota tha Ab woh khush hal zamana hi nahin hai warna Roshni ka bhi koi naam o nasab hota tha
Sabhi Ashk Aankhon Main Aa Gae
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Sabhi Ashk Aankhon Main Aa Gae Na Chhupa Saky Na Bata Saky Wo jo Bhed Tha Wo Khul Gya, Koi Baat B Na Chhupa Saky Na Wafa Rahi, Na Jafa Rahi, Na Wo Dil Raha, Na Hum Rahy Us ki Yad Ka Jo Charagh Tha Na Jala Saky, Na Bujha Saky Koi Zor Khud Pe Raha Nahen Koi Bus B Us Pe Chla Nahen Usy Dekhty Rahy Door Tak, Magr Hath Tak Na Hila Saky Nahen Is Men Us Ki Khata Koi Na Naseeb Ka Koi Dosh Tha, Ye Hamara Apna Mizaaj Tha K Kisi Tarh Na Nibha Saky…
Kahan itni saza’en thi bhala is zindgani mein,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Kahan itni saza’en thi bhala is zindgani mein, Hazaron ghar huwe roshan jab mera dil jala MOHSIN. Faqat ik lafz “MOHABBAT” ki hum ne bheek mangi thi, Taras gaye khushi ko hum mili hai ye saza MOHSIN. Sukoon e zindagi chora ik teri zaat ki khatir, Magar phir bhi meri chahat se tum ko hai gila MOHSIN. Toota huwa ye dil le kar main kis k paas jaonga, Hai kaun wo karay ga jo mere dil ki dawa MOHSIN. Teri ankhain teri sansain tera chehra teri dharkan, Main kaise bhool paön ga teri har ik adaa MOHSIN. Kisi ko kya khabar mujh par har pal kya guzarti hai, Meri saari kahani ka hai tu hi aashna MOHSIN. Nahi qaabil tere lekin munasib jo agar samjho, Yaad rakhna duaon mein yehi hai ilteja MOHSIN.
Gazab ka husno sabab dekha
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Gazab ka husno sabab dekha zameen par mahtab dekha Khiza raseeda chaman mein aksar Khila khila sa gulab dekha Kisi ke rukh pe parisa gesoo kisi ke rukh pe nakab dekha Wo aae milne yakin kar loo Ki meri aankho ne khwab dekha Lo tooti tauba lo chhanke sagar Jo unko peete sarab dekha Na dekhoo roze hisab ya rab Zamee pe jitna azab dekha Milega insaf kaise ‘shahid’ sadakto pe nakab dekha.
So kissey hain milte juley, aik majboori theek nahin
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
So kissey hain milte juley, aik majboori theek nahin Jo kehna hai khul ker keh de, baat adhoori theek nahin Koi heela, koi bahana, koi munasib raah nikaal Mujhse aese milte rehna, gher zaroori theek nahin Roz mohabbat ho jaye hai, chalte phirte logon se Geet adhoray, khawb adhooray, yeh mazdoori thek nahin Ik shikayet ke badle, sab ka sab mujhe ilzam na de Kuch kuch teri baat hai sachi, lekin poori theek nahin
Yeh na samajh ke bichra hoon tou bhol geya hoon tujhe
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Yeh na samajh ke bichra hoon tou bhol geya hoon tujhe Tere hathon ki khushboo mere hathon mein aaj bhi hai Yeh aur baat hai majbooriyon ne nibhaney na di dosti Warna shaamil sachayi meri wafaon mein aaj bhi hai Mohabbat se barh ker tumse akeedat hai mere dost Yun buland sab doston mein mukaam tera aaj bhi hai Chahta hu atiq ke har lamha zindagi mein mohabbat ho Shaamil tu meri tamaam duyaaon mein aaj bhi hai
Kese kahoon ke apni zubaan bolte hain hum
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Deewar hai kisi ki, dareecha kisi ka hai Lgta hai ghar ka ghar hi asasa kisi ka hai Ik aur hath bhi hai pas-e-raqs heela jo Hum tum tou putliyaan hain, tamasha kisi ka hai Yeh jo hain mere paon kisi aur ke na hon Chal mein raha hon, Naksh kuf e paa kisi ka hai Ashkon se bhar raha hon mein apni dareeda mashk Itne barss ke bad bhi darya kisi ka hai Kese kahoon ke apni zubaan bolte hain hum Alfaaz shayed apne hon, lehja kisi ka hai
Ab ke ehsaan jataney bhi nahin aya koi
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Ab ke ehsaan jataney bhi nahin aya koi Mein jo rootha tou mananey bhi na aya koi Aik woh door ke soney bhi na dete they mujhe Aik yeh wakt ke jaganey bhi na aya koi Dag-magata tha tou sou hath lapakte they mujhe Gir gaya hoon tou uthaney bhi nahin aya koi Janey ahbab pe kya guzri, khuda kher kare Arsay se neya zakham laganey nahin aya koi Aese utra hoon dilon se ke hansaana tou kuja Aik muddat se rulaney bhi nahin aya koi Yun tou so baar, toota, jura, magar ab ke SHAMI Aese toota ke bananey bhi nahin aya koi
Khayalon main faqat ek sholah e awaaz baki hay
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Khayalon main faqat ek sholah e awaaz baki hay Na koi geet baki hay na koi saaz baki hai Sab apney bhayd ham nay faash kar daalay zamanay par Magar jo tuj sey kehna tha wohi ek raaz baki hai Khudaawand hamien phir sey naii ek zindagi dey dey Bareeda par hain lekin hasrat e parwaaaz baki hai Nazar main raat k pichhlay pehar jesi khamoshe hay Magar dil k dharakne ka wohi andaaaz baaki hai Qateel is ehd-bey-maani main lafzon ka hay yeh aalam Ke maani ho gaye rukhhsat faqat awaaaz baki hai
Libas Tan Se Utaar Dena,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Libas Tan Se Utaar Dena, Kisi Ko Banhon Ke Haar Dena, Phir Uske Jazbon Ko Maar Dena, !! Ager Mohabat Yehi Hai Jana To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai!! Gunah Karne Ka Soch Lena, Haseen Pariyan Daboch Lena, Phir Uski Aankhein Hi Noch Lena, !! Ager Mohabat Yehi Jana To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai!! Kisi Ko Lafzon Ke Jaal Dena, Kisi Ko Jazbon Ki Dhaal Dena, Phir Uski Izzat Uchaal Dena, !! Ager Mohabat Yehi Hai Jana To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai!! Andhair Nagri Mein Chalty Jana, Haseen Kaliyan Masalty Jana, Aur Apni Fitrat Pe Muskurana, Ager Mohabat Yehi Hai Jana To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai Bana raha hai har aik deewana, khyal e husn o jamal janaa, khyal kya hain hawas ka taana, Ager Mohabat Yehi Hai Jana To Maaf Karna Mujhe Nehi Hai!!
Mohabbat ki hadhon se door jana chahta hia dil
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Mohabbat ki hadhon se door jana chahta hia dil Kisi andher nagri mein thikana chahta hai dil Dharkne se kabhi baghi, kabhi be-dharak dharka hai Dharakne se mukarnay ka bahana chahta hai dil Tera milna bhi junoon ka sunehri daur tha lekin Zara is se bhi pehle ka zamana chahta hai dil Yeh kesa ishq hai chand aansuyon, aahon ke badle Meri har saans pe hi haq jatana chahta hai di l Bhale Rustam mujhe ko zamana be-wafa kahe Per ab ronay per tere, muskurana chahta hai dil
Bohat gumaan tha mausam shanas honey ka
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Bohat gumaan tha mausam shanas honey ka Wohi bahana bana hai udaas honey ka Badan ko garh liya zakham ke gulabon se Tu shok pura kar khush libas honey ka Fiza mehkne lage roshni jhalakne lage To yeh nishan hai tere aas pass honey ka Gulon ke beech woh chehra khila, to har titli Tamasha karne lagi, bad hawas honey ka Usy bhi shok tha bewajah dil dukhaney ka So hum ne khel rachaya udaas honey ka Naye safar pe rawana tou hum bhi ho jate Bas intizar tha mausam ke raas hone ka
Mohabbat kerny walon ko koee rasta nahi deta,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Mohabbat kerny walon ko koee rasta nahi deta, Zameen waqif nahi banti ,falak saya nahi deta, Udasi jis k dil mein ho usi ki neend urrti hae, kisi ko apni aankhon ka koee sapna nahi deta, Khushi or dukh k mosam sab k apny apny hoty haen, Kisi ko apny hissey ka koee lamha nahi deta, Uthana khud hi parrta hae thaka toota badan apna, K jab tak saans chalti hae ,koee kandha nahi deta.
Chalo aao Mohabbat ki Nae Bunyaad Rakhty hain
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota Mohabbat karne waley tou hamesha sath rehta hain Mohabbat mein judai ka koi mausam nahin hota Mujhe chor kar khud bhi sari umar tum tarpey ho Koi aesi saza dete tumhe tou gham nahin hota Zameen walo se yeh keh kar dhal geya sooraj Ujala baant dene se ujala kam nahin hota
Tum Jo Hastey Ho To Phoolon Ki aada Lagte Ho
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Tum Jo Hastey Ho To Phoolon Ki aada Lagte Ho Aur Chaltey Ho to Ek Baad-e-Saba Lagte Ho Kuch Na Kehna Mere Kandhe Pe Jhuka Kar Sar Ko Kitne Masoom Ho Tasveer-e-Wafa Lagte Ho Baat Karte Ho To Saaghar Se Khanak Jaate Ho Leher Ka Geet Ho Koyal Ki Sada Lagte Ho Kis Taraf Jao ge Zulfon K ye Badal Ley Kar Aaj Machli Hui Saawan Ki Ghata Lagte Ho Tum Jisey Dekh Lo Peeney Ki Zarorat Kya Hai? Zindagi Bhar Jo Rahe Aisa Nasha Lagte Ho Main Ne Mehsoos Kia Tum Se jo Baatein Kar k Tum Zamane Main Zamane Se Judaa Lagte Ho
Woh meri rooh ko shaadaab karta rahta tha
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Woh meri rooh ko shaadaab karta rahta tha Main un dinoN safar E khaab karta rahta tha Bas eik zikr tera tha jo gaah gaah mujhay Aseer E halqaa E ahbaab karta rahta tha Use to zakhm-rutaiN dekhne ki aadat thi MaiN chaaraa-jooyii ke asbab karta rahta tha Hum ek ghar ke liye khaar, aur hakim e shahr Shumar E gumbad O mehraab karta rahta tha Usay khabar thi K maiN paar utar hi jaauNga So, kashtiyaaN meri Gharqaab karta rahta tha
Tumhara saath mil jaye to sab dukh bhool jaaon gi
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Tumhara saath mil jaye to sab dukh bhool jaaon gi Woh kehti thi ke har soorat tumhein apna banaon gi Nichaawar khwaab ker doon gi tumharay her ishaaray per Kabhi peepal ki chaaon men kabhi nadya kinaray per Tumhen thandak ata ker don gi ik barsaat ki maanand Bikharte chaand jharnon men ujalti raat ki maanand Mujhay tum se muhabbat he men logon ko bataon gi Woh kehti thi k her soorat tumhein apna banaon gi Mein chahon gi tumhein jaana umangon se ujaalon tak Khudi k dasht se lay ker naye janmoon k saalon tak Meri thandi si tanhaai sulagti raat jaisi ho Mujhay bas saath lay jaao bhalay baraat jesi ho Tumharay surkh jooray main hi dulhan ban k aaon gi Woh kehti thi k her soorat tumhein apna banaon gi…!
Wo mehfilain kahan gaeen wo bazmain kahan gaeen
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Wo mehfilain kahan gaeen wo bazmain kahan gaeen Ta-umar sath denay ki rasmain kahan gaeen Do qadam sath chal k ker laitay hein kinara Ik sath jeenay marnay ki qasmain kahan gaeen Aata hay yad mujh ko us ka lagatar dekhna Jo jhapki kabhi na theen wo palkain kahan gaeen Sookhi patton ki tarah bikhar jati hein ulfatain Jo pakti theen piyar mein wo faslain kahan gaeen Bujh jatay hein aik jhonkay say jhooti chahat k charagh Jo jalti theen aandhiyon mein wo sham\’ain kahan gaeen Na milna ho to aajkal so so bahanay hein Jo kachy ghary pe hoti theen wo mulaqatain kahan gaeen Hay be wafaai her su aur ja baja hay bay rukhi Jo theen wafa ki paiker wo soortain kahan gaeen Uski sitamgaryon k ab jari hein silsilay Jp mangain Azmi k wastay wo duaaen kahan gaeen.
Koyee had nahi hai kamaal ki Koyee had nahi hai jamaal ki
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Koyee had nahi hai kamaal ki Koyee had nahi hai jamaal ki Wahi qurb O door ki manzileN Wahi sham khaab O khyaal ki Na mujhe hi uska pata koyee Na use khabar mere haal ki Ye jawaab meri sada ka hai K sada hai uske sawaal ki Wo qayamateN jo guzar gayeeN ThiN amanaten kayee saal ki Ye namaaz E asr ka waqt hai Ye ghari hai din k zawaal ki Hai MONIR subh E safar nayee Gayee baat shab k malaal ki..
Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat “wasi”
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat “wasi” ab to urooj pe puhanchi hai uski zaat “wasi” wahi wady hain aur rasmon ki zanjiren baqi kab badalti hain zamany ki riwayat “wasi” aik wo din thy k ek dosry ko sochty thy hum ab milty nahi dono k khayalat “wasi” meri her subha ka aghaz tery naam se ho teri yadon mai kati meri her aik raat “wasi” tum kahan aur mery piyar ka miyar kahan wo kitni sadgi se ker gaya ye baat “wasi
Jab men rooth jaaun to Phool le k aae
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Jab men rooth jaaun to Phool le k aae Ulti seedhi batein kr k Mjhe Hansaye Me jis k lye pura Sajaaun khud ko Or jab wo dekhe to bas dekhti jaye Palken num hojaen agr Meri Wo Pyar ki Barish Mujh pe Barsaye Jo neend roth jae Ankho se meri Koi to ho Jo band Palkon ko Choom kr Baahon mei le k pyar se Sulaye ‘KASH’ Koi to hoJis pe Me Haq se Haq jataoun Jo sirf Meri or Bas Meri hi reh Jaye!
Zindagi men do lahza koi mere pass na betha,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Zindagi men do lahza koi mere pass na betha, Aaj sab mere pas bethe ja rahe the. Koi Tohfa na mila aaj tak mujhe, Aur aaj phool hee phool diye ja rahe the. Taras gaya mn kisi k hath se Diye ek kapde ko, Aur aaj nae nae kapde Orhaae ja rahe the. Do Qadam sath na chalne wale, Aaj Qafla bana kar chale ja rahe the… Aaj pata chala k Mout itni haseen hoti he, Aur hum to yunhi Jiye Ja rahe the…
Titliyaan, Konplain, Rung-o-Boo Or Tu,
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Titliyaan, Konplain, Rung-o-Boo Or Tu, Chaandni, Shaaeri Or Saboo Or Tu.. Daaman-e-koh k Manzar-e-khaab Mein, Roshni ho Meray Chaarsoo Or Tu.. … Sandli Sandli khaamshi Or Mein, Makhmali Makhmali Guftgoo Or Tu.. Es Taraf Ishq ki Tashnagi Or Mein, Us Taraf Husn ki Aab-e-Joo Or Tu.. Jis Taraf Dekhay aur kuch Bhi Nhin, Sirf Main Or Main, Sirf Tu Or Tu..
Woh meri rooh ko shaadaab karta rahta tha
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Woh meri rooh ko shaadaab karta rahta tha Main un dinoN safar E khaab karta rahta tha Bas eik zikr tera tha jo gaah gaah mujhay Aseer E halqaa E ahbaab karta rahta tha Use to zakhm-rutaiN dekhne ki aadat thi MaiN chaaraa-jooyii ke asbab karta rahta tha Hum ek ghar ke liye khaar, aur hakim e shahr Shumar E gumbad O mehraab karta rahta tha Usay khabar thi K maiN paar utar hi jaauNga So, kashtiyaaN meri Gharqaab karta rahta tha
Tumhara saath mil jaye to sab dukh bhool jaaon gi
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Tumhara saath mil jaye to sab dukh bhool jaaon gi Woh kehti thi ke har soorat tumhein apna banaon gi Nichaawar khwaab ker doon gi tumharay her ishaaray per Kabhi peepal ki chaaon men kabhi nadya kinaray per Tumhen thandak ata ker don gi ik barsaat ki maanand Bikharte chaand jharnon men ujalti raat ki maanand Mujhay tum se muhabbat he men logon ko bataon gi Woh kehti thi k her soorat tumhein apna banaon gi Mein chahon gi tumhein jaana umangon se ujaalon tak Khudi k dasht se lay ker naye janmoon k saalon tak Meri thandi si tanhaai sulagti raat jaisi ho Mujhay bas saath lay jaao bhalay baraat jesi ho Tumharay surkh jooray main hi dulhan ban k aaon gi Woh kehti thi k her soorat tumhein apna banaon gi…!
Wo mehfilain kahan gaeen wo bazmain kahan gaeen
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Wo mehfilain kahan gaeen wo bazmain kahan gaeen Ta-umar sath denay ki rasmain kahan gaeen Do qadam sath chal k ker laitay hein kinara Ik sath jeenay marnay ki qasmain kahan gaeen Aata hay yad mujh ko us ka lagatar dekhna Jo jhapki kabhi na theen wo palkain kahan gaeen Sookhi patton ki tarah bikhar jati hein ulfatain Jo pakti theen piyar mein wo faslain kahan gaeen Bujh jatay hein aik jhonkay say jhooti chahat k charagh Jo jalti theen aandhiyon mein wo sham\’ain kahan gaeen Na milna ho to aajkal so so bahanay hein Jo kachy ghary pe hoti theen wo mulaqatain kahan gaeen Hay be wafaai her su aur ja baja hay bay rukhi Jo theen wafa ki paiker wo soortain kahan gaeen Uski sitamgaryon k ab jari hein silsilay Jo mangain Azmi k wastay wo duaaen kahan gaeen.
Us ne dekha mujhe dekhti reh gayi
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Milte milte adhoori khushi reh gayi Meri ankhon mein thori nami reh gayi Hont darya ke sookhey reh gaye Tishna lab chal diya, Tishnagi reh gayi Kon sunta bhala us ki awaaz ko Charon janib hawa cheekhti reh gayi Phir makanon ke malbey mein sab dher they Jab khuli ankh tou bass khuli reh gayi Jese mein us ke khawbon ki tabeer hoon Us ne dekha mujhe dekhti reh gayi Dhoop ne chutkiyaan ke tou kuch bhi na tha Apne jugnu ko woh sochti reh gayi
Dour-e-Gul Rukhsat Hua, Hathon Me Pathar Reh Gaye
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Is Qadar Badla Zmana, Log Shashdar Reh Gaye Hm Bhala Kis Se Kahein Mehrumion Ki Dastan? Tishna Lub Hm Hi Nahi, Pyasy Smundr Reh Gye Zeest Ki Sachaiyon Ka Zehr Pi Jany K Baad Talkhion K Zaiqy Meri Zubaan Pr Reh Gye Jany Kesy Log Thay Jo Naqsh-e-Daaim ban Gye Aankh Se Ojhal Huay Pr, Dil K Andar Reh Gye Haadson Ne Is Qadar Sb Se Gureizaan Kr Dia Tujh Se Kya, Hm Khud Se B Aksar Ulajh Kr Reh Gaye..!
Kuch apne lub o lehje ko tabdeel wo karta
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Kuch apne lub o lehje ko tabdeel wo karta Phir hum se bayan ranj ki tafseel wo karta Yak tarfa takazay to nibae nhai jate Kuch apne faraaiz ki bhi tameel wo karta, Ilzamm lagata wo bare sho se par, Kch apne kiye wadoon ki takmeel wo karta, Kuch us ko bi ehsas to hota tanhai ka, Kuch khuwab mere khud me tabdeel wo karta..
Kahaan Tha Itna Azaab Ashna Maira Chehra
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Kahaan Tha Itna Azaab Ashna Maira Chehra Jallay Chiraagh tu Bujhnay Laga, Maira Chehra Woh Tairay Hijar Kay Din woh Safeer Sadiyon Kay Tu Un Dinoon mein Kabhi Daikhta Maira Chehra Judaiyoon Kay Safar Mein Rahay Hain Saath Sada Tairi Talaash,Zamanay, Hawa, Maira Chehra Mairay Siwa Koi Itna udaas Bhi Tu Na Tha Khizaan Kay Chand Ko Achaa Laga Maira Chehra Kitaab Khool Raha Tha Woh Apnay Maazi Ke Warq Warq Pay Bikharta Gaya Maira Chehra Sehar Kay Noor Say Dhulti Hoe Tairi Ankhain Safar Ke Gard Mein Lipta Howa Maira Chehra Hawa Ka Akhri Boosa Tha Ya Qayamat Thi ? Badan Ke Shaakh Say Phir Gir Para Maira Chehra Jissay Bujha Kay Hawa Soogwar Phirti Hai Woh Shama e Shaam e Safar Thi Keh Maira Chehra Yeah Loug Kiyon Mujhay Pehchantay Nahi “Mohsin” Mein Sochta Hoon Kahaan Reh Gaya Maira Chehra ?
ﻋﺸﻖ - ﮐﺎ - ﻋﯿﻦ
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
ﻋﺸﻖ - ﮐﺎ - ﻋﯿﻦ ﺍﺱ ﮐﮯ ﭘﺎﺱ # ﺗﯿﻦ ﻉ ﺗﻬﮯ # . ﭼﻮﺗﻬﺎ " ﻉ " ﻧﮩﯿﮟ ﺗﻬﺎ ﻭﺭﻧﮧ ﻭﻩ ﺁﺝ ﺑﻬﯽ ﮨﻢ ﺳﮯ ﺑﺮﺗﺮ ﮨﻮﺗﺎ . ﺍﯾﮏ ﻉ ﺗﻬﺎ ﮐﮧ ﻭﻩ # ﻋﺎﺑﺪ ﮨﻮﺍ ﺩﻭﺳﺮﮮ ﻉ ﻧﮯ ﺍﺳﮯ # ﻋﺎﺭﻑ ﺑﻨﺎ ﺩﯾﺎ ﺗﯿﺴﺮﺍ ﻉ ﺍﺱ ﮐﮯ ﭘﺎﺱ # ﻋﺎﺟﺰﯼ ﮐﺎ ﺗﻬﺎ ﭼﻮﺗﻬﺎ ﻋﺸﻖ ﮐﺎ # ﻉ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﻬﺎ ﺍﺱ ﮐﮯ ﭘﺎﺱ ﺍﮔﺮ ﻋﺸﻖ ﻭﺍﻻ ﻉ ﮨﻮﺗﺎ ﺗﻮ ﺍﺳﮯ ﻋﺸﻖ ﮨﻮﺗﺎ ﺟﻮ ﺍﺳﮯ ﻋﺎﺷﻖ ﺑﻨﺎ ﺩﯾﺘﺎ ﺍﻭﺭ ﻋﺎﺷﻖ ﻣﺤﺒﻮﺏ ﮐﯽ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺎﺕ ﭨﺎﻟﺘﺎ ﻧﮩﯿﮟ . ﺳﻮ # ﻋﺸﻖ ﻭﺍﻻ # ﻉ ﻧﺎ ﮨﻮﻧﮯ ﮐﯽ ﻭﺟﮧ ﺳﮯ ﺍﺱ ﻧﮯ ﺳﺠﺪﻩ ﮐﺮﻧﮯ ﺳﮯ ﺍﻧﮑﺎﺭ ﮐﺮ ﺩﯾﺎ . ﺍﻭﺭ ﻭﻩ ﺑﻠﻨﺪﯾﻮﮞ ﺳﮯ ﭘﺴﺖ ﺳﮯ ﭘﺴﺖ ﻃﺮﺡ ﮨﻮﺗﺎ ﮔﯿﺎ . ﺍﺑﻠﯿﺲ ﺳﮯ ﺷﯿﻄﺎﻥ ﺍﻭﺭ ﺷﯿﻄﺎﻥ ﺳﮯ ﻣﺮﺩﻭﺩ ﮨﻮ ﮔﯿﺎ
Bohat Dair Kar Di Tum Ne Mohabbat Ka Izhaar Karne Mein
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
Bohat Dair Kar Di Tum Ne Mohabbat Ka Izhaar Karne Mein Mujhe Pany Mein Mujh Se Piyar Karne Mein Ab Kuch Nahi Ho Sakta Amanat Hoon Main Kisi Aur Ki Guzar Gaya Waqat Kiya Rakha Hai Ab Intezaar Karne Mein Mujhe Tum Se Mohabbat Hai Main Ye Iqrar Nahi Karon Gi Kahin Dil Na Toot Jaye Tumhara Ye Iqrar Karne Mein Tum Mujhe Bhool Jao Ye Ilteja Hai Tum Se Meri Zindagi Youn Barbad Na Karo Apni Ashk Baar Karne Mein Na Karna Tum Mujhe Yaad Na Main Yaad Karon Gi Ke Bohat Takleef Hoti Hai Kisi Ko Baar Baar Yaad Karne Mein
ﮔﻼﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺷﺮﺍﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ...
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
ﮔﻼﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺷﺮﺍﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﯾﮩﯽ ﺗﻮ ﮨﯿﮟ ﻻﺟﻮﺍﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﺍﻧﮩﯽ ﻣﯿﮟ ﺍﻟﻔﺖ ﺍﻧﮩﯽ ﻣﯿﮟ ﻧﻔﺮﺕ... ﺛﻮﺍﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﻋﺬﺍﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﮐﺒﮭﯽ ﻧﻈﺮ ﻣﯿﮟ ﺑﻼ ﮐﯽ ﺷﻮﺧﯽ... ﮐﺒﮭﯽ ﺳﺮﺍﭘﺎ ﺣﺠﺎﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﮐﺒﮭﯽ ﭼﮭﭙﺎﺗﯽ ﮨﯿﮟ ﺭﺍﺯ ﺩﻝ ﮐﮯ... ﮐﺒﮭﯽ ﮨﯿﮟ ﺩﻝ ﮐﯽ ﮐﺘﺎﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﮐﺴﯽ ﻧﮯ ﺩﯾﮑﮭﯽ ﺗﻮ ﺟﮭﯿﻞ ﺟﯿﺴﯽ... ﮐﺴﯽ ﻧﮯ ﭘﺎﺋﯿﮟ ﺳﯿﺮﺍﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﻭﮦ ﺁﮰ ﺗﻮ ﻟﻮﮒ ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﺑﻮﻟﮯ... ﺣﻀﻮﺭ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺟﻨﺎﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﻋﺠﯿﺐ ﺗﮭﺎ ﮔﻔﺘﮕﻮ ﮐﺎ ﻋﺎﻟﻢ... ﺳﻮﺍﻝ ﮐﻮﺉ ﺟﻮﺍﺏ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﯾﮧ ﻣﺴﺖ ﻣﺴﺖ ﺑﮯ ﻣﺜﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﻧﺸﮯ ﺳﮯ ﮨﺮ ﺩﻡ ﻧﮉﮬﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﺍﭨﮭﯿﮟ ﺗﻮ ﺣﻮﺵ ﻭ ﺣﻮﺍﺱ ﭼﮭﯿﻨﯿﮟ... ﮔﺮﯾﮟ ﺗﻮ ﮐﺮ ﺩﯾﮟ ﮐﻤﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﮐﻮﺉ ﮨﮯ ﺍﻥ ﮐﮯ ﮐﺮﻡ ﮐﺎ ﻃﺎﻟﺐ "ﺍ..." ﮐﺴﯽ ﮐﺎ ﺷﻮﻕ ﮮ ﻭﺻﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﯾﮧ ﻣﺴﺖ ﻣﺴﺖ ﺑﮯ ﻣﺜﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﻣﺼﻮﺭﯼ ﮐﺎ ﮐﻤﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﺷﺮﺍﺏ ﺭﺏ ﻧﮯ ﺣﺮﺍﻡ ﮐﺮ ﺩﯼ... ﻣﮕﺮ ﮐﯿﻮﮞ ﮐﺮ ﺩﯾﮟ ﺣﻼﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ... ﮨﺰﺍﺭﻭﮞ ﺍﻥ ﭘﮯ ﻗﺘﻞ ﮨﻮﮞ ﮔﮯ... ﺧﺪﺍ ﮐﮯ ﺑﻨﺪﮮ ﺳﻨﺒﮭﺎﻝ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ..
کماں میں تھے مگر اب چلا دئیے گئے ہیں
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
کماں میں تھے مگر اب چلا دئیے گئے ہیں ہم ایک پل میں مسافر بنا دئیے گئے ہیں بنامِ روشنی شہرِ شبِ سیاہ کے بیچ دِیوں کے ساتھ بدن بھی جلا دئیے گئے ہیں دیارِ چشم میں سیلاب آنے والا ہے میرے دماغ سے پُشتے ہٹا دئیے گئے ہیں چمکتی آنکھیں زمین پر گِری تو بھید کھلا بدن کے طوق پہ چہرے سجا دئیے گئے ہیں جنہیں زباں تک آنے میں عمر لگتی ہے وہ راز خواب میں مجھ کو دیکھا دئیے گئے ہیں ابھی کہانی کا انجام ہونا باقی ہے ناجانے کیوں یہاں پردے گِرا دئیے گئے ہیں ہم آج جیب میں لائے ہیں اُن کا رزق نوید مگر شجر سے پرندے اُڑا دئیے گئے ہیں ) نوید حیدر ھاشمی( ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔
- Get link
- X
- Other Apps
By
Maqsood Awan
-
ﺟﺴﮑﯽ ﺟﮭﻨﮑﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﺩﻝ ﮐﺎ ﺁﺭﺍﻡ ﺗﮭﺎ۔۔۔ﻭﮦ ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔ ﻣﯿﺮﮮ ﮨﻮﻧﭩﻮﮞ ﭘﮧ ﺭﻗﺼﺎﮞ ﺟﻮ ﺍﮎ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔۔ﻭﮦ ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔ ﺗﮩﻤﺘﯿﮟ ﻣﺠﮫ ﭘﮧ ﺁﺗﯽ ﺭﮨﯽ ﮨﯿﮟ ﮐﺌﯽ، ﺍﯾﮏ ﺳﮯ ﺍﮎ ﻧﺌﯽ، ﺧﻮﺑﺼﻮﺭﺕ ﻣﮕﺮ ﺟﻮ ﺍﮎ ﺍﻟﺰﺍﻡ ﺗﮭﺎ۔۔۔ﻭﮦ ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔ ﺩﻭﺳﺖ ﺟﺘﻨﮯ ﺗﮭﮯ ﻧﺎ ﺁﺷﻨﺎ ﮨﻮﮔﺌﮯ، ﭘﺎﺭﺳﺎ ﮨﻮﮔﺌﮯ، ﺳﺎﺗﮫ ﻣﯿﺮﮮ ﺟﻮ ﺭﺳﻮﺍ ﺳﺮِ ﻋﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔۔ﻭﮦ ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔ ﺻﺒﺢ ﺳﮯ ﺷﺎﻡ ﺗﮏ ﺟﻮ ﻣﯿﺮﮮ ﭘﺎﺱ ﺗﮭﯽ، ﻭﮦ ﺗﯿﺮﯼ ﺁﺱ ﺗﮭﯽ، ﺷﺎﻡ ﮐﮯ ﺑﻌﺪ ﺟﻮ ﮐﭽﮫ ﻟﺐِ ﺑﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔۔ﻭﮦ ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔ ﻣﺠﮫ ﭘﮧ ﻗﺴﻤﺖ ﺭﮨﯽ ﮨﻤﯿﺸﮧ ﻣﮩﺮﺑﺎﮞ، ﺩﮮ ﺩﯾﺎ ﺳﺎﺭﺍ ﺟﮩﺎﮞ، ﭘﺮ ﺟﻮ ﺳﺐ ﺳﮯ ﺑﮍﺍ ﺍﯾﮏ ﺍﻧﻌﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔۔ﻭﮦ ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔ ﻏﻢ ﻧﮯ ﺗﺎﺭﯾﮑﯿﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺍﭼﮭﺎﻻ ﻣﺠﮭﮯ، ﻣﺎﺭ ﮈﺍﻻ ﻣﺠﮭﮯ، ﺍﮎ ﻧﺌﯽ ﭼﺎﻧﺪﻧﯽ ﮐﺎ ﺟﻮ ﭘﯿﻐﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔۔ﻭﮦ ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔ ﺗﯿﺮﮮ ﮨﯽ ﺩﻥ ﺳﮯ ﺑﮩﮯ ﯾﮧ ﻗﺘﯿﻞ ﺁﺝ ﺑﮭﯽ، ﺷﺎﻋﺮﯼ ﮐﺎ ﻭﻟﯽ، ﺍﺱ ﮐﯽ ﻏﺰﻟﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﻞ ﺑﮭﯽ ﺟﻮ ﺍﻟﮩﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔۔ﻭﮦ ﺗﯿﺮﺍ ﻧﺎﻡ ﺗﮭﺎ۔۔