Posts

Tumhe Ek Bat Kehni Thi Ijaazat Ho To Keh Du Main?? Ye Bheega Bheega Sa Mausam, Ye Titali, Phool Aur Shabnam Chamakte Chaand Ki Baate Ye Boonde Aur Barsaate Ye Kaali Raat Kaa Aanchal Hawa Me Naachte Baadal Dharhakte Mausamo Ka Dil Mahekti Khushboowo Ka Dil Ye Sab Jitne Nazaare Hai Kaho Kis Ke Ishaare Hai Sabhi Baate Suni Tum Ne Phir Aankhe Pher Li Tum Ne Mai Tab Jaa Kar Kahi Smjha Tumhe Kuchh Bhi Nahi Smjha Mai Qissa Mukhtesar Kar Ke Zraa Nichi Nazar Kar Ke Ye Kehta Huu Abhi Tum Se "MOHBBAT Hogyi Tum Se"

Konsa andaz hai tumhari m0habat ka zara hum k0 samjha d0, %?% Marne se b r0kty h0 0r jeene b nae dety...

Ehsan Danish

Ehsan Danish