Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota



Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota

Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota 

Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao

Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota

Mohabbat karne waley tou hamesha sath rehta hain 

Mohabbat mein judai ka koi mausam nahin hota 

Mujhe chor kar khud bhi sari umar tum tarpey

ho Koi aesi saza dete tumhe tou gham nahin hota 

Zameen walo se yeh keh kar dhal geya sooraj 

Ujala baant dene se ujala kam nahin hota

Comments

Popular posts from this blog

اک پیار کا نغمہ ھے ، موجوں کی روانی ھے

" جے رب ملدا نہاتیاں دھوتیاں

مائیں نی مائیں میرے گیتاں دے نیناں وچ ـــــ برہوں دی رڈک پوے