Mohabbat ki hadhon se door jana chahta hia dil

Mohabbat ki hadhon se door jana chahta hia dil
 Kisi andher nagri mein thikana chahta hai dil
 Dharkne se kabhi baghi, kabhi be-dharak dharka hai 
Dharakne se mukarnay ka bahana chahta hai dil
 Tera milna bhi junoon ka sunehri daur tha lekin
 Zara is se bhi pehle ka zamana chahta hai dil
 Yeh kesa ishq hai chand aansuyon, aahon ke badle
 Meri har saans pe hi haq jatana chahta hai di
l Bhale Rustam mujhe ko zamana be-wafa kahe
 Per ab ronay per tere, muskurana chahta hai dil

Comments

Popular posts from this blog

اک پیار کا نغمہ ھے ، موجوں کی روانی ھے

" جے رب ملدا نہاتیاں دھوتیاں

مائیں نی مائیں میرے گیتاں دے نیناں وچ ـــــ برہوں دی رڈک پوے