mushkil hai ab shahar main nikle koi

mushkil hai ab shahar main nikle koi
ghar se dastar pe bat a gai hai hoti hui
 sar se barsa bhi to kis dasht k be-faiz badan
 par ik umr mere khet the jis abr ko tarse is bar
 jo indhan k liye kat k gira hai chiriyon ko bara pyar tha
 us burhe shajar se mehnat meri andhi se to mansub nahin thi
rahna tha koi rabt shajar ka bhi samar se
 khud apne se milne ka to yara na tha
 mujh main main bhir main gum ho gai tanhai
k dar se benam musafat hi muqaddar hai
 to kya gam manzil ka ta'yyun kabhi hota hai
 safar se pattharaya hai dil yun k koi ism parha jaye
 ye shahar nikalta nahin jadu k asar se
 nikle hain to raste main kahin sham bhi hogi
suraj bhi magar ayega is rah-guzar se

Comments

Popular posts from this blog

اک پیار کا نغمہ ھے ، موجوں کی روانی ھے

" جے رب ملدا نہاتیاں دھوتیاں

مائیں نی مائیں میرے گیتاں دے نیناں وچ ـــــ برہوں دی رڈک پوے